Kehta SMS Messages277 messages

Log Kehtay hain k….

LOG Kehtay hain k guftar yeh kam kertay hain
baat krtay hain magr soch k hum kertay hain
yeh jo insaan hai dushman hai zamany bher ka
meray MOLA hain jo bandon py karam kertay hain

Subah hoti hai to muskaan saja letay hain
raat hoti hai to hum ankh ko nam kertay hain
yeh to mumkin hi nahin khwab sabhi pooray hon
Saif khwahish ko bhi taqdeer main zamm kertay hain.
Kaun Kehta Hy K Teri Yaad Se GaafiL Hy SehAr


Bister ki hAr ShikAn Se Pooch KaisAy GuzArti hY RaaT Meri
Wo to Kehta ThA usAy Boht C DuAen Yaad hAin FaraZ

KIA BichAr kr Phir Se miLny ki dua UsAy Yaad Nahi
Bohat Mubat se aisa ha,
Ke Tum khamosh rehtay ho,
Koi Gehra hai ghum shayad,
Jisay chup chap sehtay ho,
Yunhi chaltay huay tanha,
Koi Ghamgeen sa naghma ho,
Doran-e-guftagoo younhi,
Milen nazron se jab nazren,
To batain bhool jatay ho,
Kisi gumsum si halat mein,
Ya phir barish ke mosam mein,
Faqat itna he Kehtay ho,
Udasi be-waja si hay,
Bohat bojhal si tabiyat ha,
Bhala such kuen nahi Kehtay,
Tumhen mujh se Mohabbat ha,
Tujhse kuch kehne ko dil karta hai,

Tere pass udh ke aneko dil karta hai,

Dil Kehta hai chal laut chale,

Par tere pass rehneko dil karta hai
Yeh aur baat hai ke izhaar ho na saka humse...

Nahi hai tumse mohabbat yeh koun Kehta hai...
Kon Kehta Hy k Nafrato''n Main Dard Hy ''Faraz''
Kuch Mohabbate''n Bhi Bari Aziyat-nak Hoti Hyn !
main yeh nahi Kehta
key koi dil main na samaye
main yeh nahi Kehta
key koi Aarzoo na ban paye
par.......! itna zaroor kehna hai
agar samajh sako
key dil main kabhi kisi ko
itni jagha na do
key dil key liye dharakna hi
mushkil ho jaye
Kabhi daman kabhi palkain bhigona KIS ko Kehtay hain,

Kisi mazlom se pocho k "RONA" kis ko kahtay hain,

Kabhi meri jaga khud ko rakho phir "JAAN" jao gay,

K duniya bhar k dukh dil main "SIMONA" kis ko kahtay hain,

Meri ankhen meray charay ko ik din "GHOR" se dekho,

Magar mat puchna "WERAN" hona kis ko kahtay hain,

Tumhara dil kabhi piglay agar "GHUM" ki hararat se,

Tumhain malum ho jae ga k "KHONA"kis ko Kehtay hain.
Gafil hun ager deen se tou dunya se kya paya hai

Her shakhs ne mujhko mazaq hi banaya hai

Pahar Kehta hun hudko per moom hi sarmaya hai

Dard sene ka ankhon se chalak aya hai

Gafil hun ager deen se tou dunya se kya paya hai

Jazbaton se kheyl kar usne mazaq mera uraya hai

Dekha kar asman zameen mein dafnaya hai

Haan gafil hun deen se phal dunya mein paya hai
ek roz koi tou sochay ga,
ek shakhs tha pagal pagal sa.
pr baatain theek hi Kehta tha,
baraish ki tarha pur-shor na tha.
dariya ki tarha chup rehta tha.
aur jin se pyar wo kerta tha,
judai bhi unhi ki sehta tha.
ek roz koi tou sochay ga,
kyun jetay-ji dargore kuwa.
kis ranj ne usko maar dia,
ek roz koi tou sochay ga,
or pehron baith ke roye ga.
Wo jo Shaier tha, Chup sa rehta tha
Behki behki si baaten karta tha
Aankhen kanon pe rakh ke suntan tha
Goongi khamosheyon ki aawazen…..!
Jama karta tha Chand ke saye
Or Geeli se noor ki boonden
Rookhay Rookhay se Raat ke Patay
Ook mein bhar ke kherh kherata tha
Waqat ke us ghaneray Jangal mein,
Kachay pakey se Lamhay Chunta tha
Haan, Wahi, Ajeeb sa Shaier
Chand ki Thori Choma karta tha
Chand se gir ke mar geya ha wo
Log Kehtay hain Khud Kushi ki ha….!