Hawa SMS Messages540 messages

Hazrat Muhammad (S.A.W.W.) Said
“Jo Shakhs Dastar KHawaan Say
Khanay K Giray Huy Tukray
Utha Kar Khaay Gah
Woh Khabi Tanag Das Nahi Ho Gah
Uss Ki Olad Or Olad Ki Olaad Kaam
Aqqli Say Mehfooz Rehti Hai
Referenxe
Adab-E-Taam.
Muj Ko Chor Kar Janay Wale

Mera Dil Dokhanay Wale

Bin Bataye Tm Kahan Chalay Gaye Ho

Ab To Mere KHawabon Mein Bi Bus Tum He Atay Ho

Agar Tum Is Eid Pr Na Aye

To Mera Kia Banay Ga?

Main Kis Tarah Ye Eid Guzaron Ga?

.

.

.

Aye Mere Ghar Se Baghay Howe Qurbani K Pyare
Bakray Plz Wapis Aa Jao Naa…
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k Hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho
Bayaan kar un say mera haal-e-dil....¡ Aye 'Hawa''

mera dost yeh na samjhay k mujay us ki yaad nahi aati
Aik dafa pathan ne PesHawar se Lahore call krni thi:

Us ne socha k sab se sasti call konsi parre ge,

Phir Us ne

PesHawar se Lahore aa k local cal ke.
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e cHawal, to aap le ke aa
Teacher: Es moHawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
Aey Eid Key Chand! Keyun karta hai tu ham ko pareshan

Tujhay dekhne ke liye baichain hain ham aur mufti Muneeb-ur-Rehman

Tujhay daikh nahi pate poray Pakistan key insan

Per Kahan say dohnd leta hai tujhay PesHawar ka Pathan,
Is Hawa me khushbu hai tumhari,
is chand ki roshni me surat hai tumhari.

Is dil sey jo mar kar b juda na ho sakay
woh sirf aur sirf dosti hai tumhari.
Dost ne dost ko gulab bheja hai
taaro ne aasmaan se paigam bheja hai

ae Hawao jakar kahdo bhool jane walo se
yaad karne walo ne salaam bheja hai
Mere doston ki pehchan itni mushkil nahi hai
Fraz…

Wo sb se aagy hotay hain jahan cHawal taqseem hotay hain.
(.”)/’
<¡:¡ oy ik plate
_/ /_ edhr v.
Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi,
Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi.
Cherh kar jata raha har baar zakhmon ko mere,
Gham ke sholon ko yun hi Hawaa milti rahi.
Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh,
Uske har aaza ko ik adaa milti rahi.
Faasla badta gaya jitna gaya uske qareeb,
Khushk patton ko jaise Hawaa milti rahi.
Paththron ki gird takrata raha ''Rahat'' ka wajood,
Sukhan goi ka sadaa nayee sadaa milti rahi.