Hawa SMS Messages540 messages

teray liye chand taray tor doon,
in Hawaon ka rukh mor doon,
itna kafi hai ya do char jhoot aur bol doon
Tum Kehti Ho Mujhay.... Phoolon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Phool Khiltay Hain To Unhain Tehni Say Tor Dalti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Baarishoon Say Pyaar Hai...? Magar Jab Baarish Hoti Hai To Chuppti Phirti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Hawaoon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Hawa Chalti Hai Tu Khirkiyan Band Kar Leti Ho... Phir Us Waqt.... Main Khof Zada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum..... Mujh Se Kehti Ho Mujhay Tum Say Pyar Hai......
badalate waqat kaa ik silsilaa sa lagata ha
ke jab bhii dekho use duusaraa-saa lagata hai
tumhaaraa husn kisii aadamii kaa husn nahin
kisii buzurg kii sachchii duaa saa lagataa hai
terii nigaah ko tamiiz rang-o-nuur kahaiN
mujhe to Khoun bhii rang-e-hinaa saa lagataa hai
damaaG-o-dil ho.na agar mutmaiin to chhaaon hai ya dhoup
thapdi luu bhii Thandii Hawa si lagati hai
UTRA THA CHAND HAMARE ANGAN MEIN.
PER SITARON KO YE GAWARA NA HUWA.
HUM TO SITARON SE BHI BAGHawaT KAR LETE.
PER KIA KARTE, CHAND HI HAMARA NA HUWA.
O meri jaan

Banaras ke paan

Dosti ki aan

Pyar ki taan

Hati ki kaan

CHawal ke dhaan

Mere butter naan

Maan ya na maan

but reallly

you are a shaitaan!!!
Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek kHawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye
Pani Wich Be Ke Hawa Labda Rea
Ik Be Wafa Wichun Wafa Labda Rea
Hathin Talash Kita Si Jera Pathar Da Bhoot
Us Wichun Khuda Labda Rea
Te Tar Tar Kita Jine Aapni Ruh Da Lybas
Os Nange Baadan Wichu Haya Labda Rea
DOST Wo Ho Jo
JAN- Ki Dhoop Ho
FEB- Ki Barish Ho
MAR- Ki Shaam Ho
APR- Ki Bahar Ho
MAY- Ki Subha Ho
JUN- Ki Chaa''on Ho
JUL- Ki Khushbu Ho
AUG- Ki Taaro''n Bhari
Raat Ho
SEP- Ki Chandni Ho
OCT- Ki Rimjhim Ho
NOV- Ki Hawa Ho
DEC- Ki Sard Raat Ho

SAAL k 12 Mahiney
Saath Ho ... :)
Bhige mausam ki khushbu Hawao meho,

Apki dostika ehsaas in fizao meho,

Yuhi sada rahe apke Hotope Muskurahat,

Itna asar meri duao meho
yeh kaisee hai Hawa chali k manzil lagti door hai,
kapdey, makaan kee baat naa poochoo roti b ab to door hai,

"kaun kheil raha hai kheil sarey" kaun yahan bai noor hai,
Lao inqlab Pakistanio k yahan yehi behtar dastoor hai
King is Hussain, King is Hussain,

Religion is Hussain, The protector of Religion is Hussain,

Who gave his head, and not his hand to hand of Yazid,

Verily Hussain is the foundation of "La''ilah.”


[Hazrat KHawaja Moin-ud-Din Chishti Ajmeri]
HuSSaiN Parhna , HuSSaiN Likhna
Khuloos-e-Dil ki Roshnaai le kar
Ba Deeda Tar Hussain Likhna
Tum Aisa karna Kitab-e-Dil ke
Waraq Waraq Par Hussain liknna

Huroof Khushboo ke Phool Ban kar
Tumhare Seenay Main Khil Uthainge
Tum aisa Karna Ke Apni Aankho''n
Aur Apne Lab Par Hussain liknna

Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde
Adab Se Sajda Karainge Unn ko
Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao''n
Ki Jhaalaro''n Par Hussain liknna

Hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna
Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna
Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO
Tum Uss Ka MehWar Hussain liknna