Hawa SMS Messages540 messages

Gali gali Main Usi Ka Parcham
Usi Ka Sajda Jabeen Jabeen hey
Qadam Qadam Pey Sabeel Us Ki
Nazar Nazar Main Wohi Makeen Hai
Hawa Hawa Main Usi Kay Nohay
Wohi Tasveer Khla Nasheen hey
Usi Ka Matam hey Aag Per Bhi
Usi Ka Gham Khuld Ka Ameen Hai
Falak Falak Pay Lahoo Usi Ka
Usi Ki Majlis Zameen Zameen Hai
Hussainiat Ko Mitanay Walo
Hussainiat Ab Kahan Nahee HAi
Nam-e-ghazi se khushbu-e-wafa aati hai.
Un k rozy sy Ya Hussain(A.S) ke sada aati hai.
Jab b bathay hain hum ABBAS kpercham k tale.
Aisa lagta hai janat ay Hawa aati hai.
Mumkin nahi hai kisi sy adaawat Hussain(A.S) ki.
Sansoon mein but rahi hai sakHawat Hussain(A.S) ki.
Bazar k Khajoom se keh do chup rahe.
Quran kar raha hai talawat Hussain(A.S) ki.
mehki hui jannat k Hawa khoob hai leken
Abbas(a s) k rozay k fiza sab seh alag hai
laao tou ata karnay main Abbas ka sani
bin hathoon seh denay k ada sab seh alag hai.......
Saans leta hoon tu Jannat ki Hawa ati hai,
Dil darakta hai tu Matam ki sada ati hai,
Qabar mein boolein gay Malak-ul-Maut kia tu uthata tha Alam ?
Teri maeyat se tu khushboo Wafa aati hai..
Alam Abbas (a.s) Ka Jis Din Se Rakha Hai Ghar Main
Khud Hi Karbala Se Hokay Hawa Aati Hai

Na Mumkin Hai Mujhe Chulay Koi Bemari
Maray Ghar Lay Ke Hawa "Khak-e-Shifa" Aati Hai.
Alam Abbas (a.s) Ka Jis Din Se Rakha Hai Ghar Main
Khud Hi Karbala Se Hokay Hawa Aati Hai

Na Mumkin Hai Mujhe Chulay Koi Bemari
Maray Ghar Lay Ke Hawa "Khak-e-Shifa" Aati Hai.
Aashoor ko diye se Hawa bool rahi ha,
bujh kar bhi tum main rooh e baqa bool rahi ha,
aawaz di chiragh e imamat k noor ney,
Imran k lahoo ki zia bool rhi ha
Breaking News:

PesHawar Walon Nay Phir Phada Daal Dia...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kehtay Hein K Hum

Jashan-E-Azadi

Saudia K Saath Manayain Gay.
Breaking News:

PesHawar Walon Nay Phir Phada Daal Dia...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kehtay Hein K Hum

Jashan-E-Azadi

Saudia K Saath Manayain Gay.
Tez Hawa ka johnka aaya Saath mai teri khushboo laya
Tab ja kay mere dil ko khayal aaya
Mera dost aaj bhi nahi nahaya.
Tez Hawa ka johnka aaya Saath mai teri khushboo laya Tab ja kay mere dil ko khayal aaya Mera dost aaj bhi nahi nahaya.