Hans SMS Messages404 messages

Mujh Par Hansti Hay.....!!


Qismatt Saath Nahi Deti....!!

.....
....
...
..
.
Teray Jaisi Hay...!!
tum na khush fehmiyoon mein kho jana

woh tou Hans ker sab hi se milta hai
ye larki to phool se mukhtalif hay
aadhi mohabbat mere saamne
or aadhi mohabbat muj se chop kar karti hay
aadhi raat ko aadhe chaand se
baten karti rehti hay
wo baten jo mujh se karte
uske hont or uski saansen ruk jati hain
uski palken jhuk jati hain
aadhi raat ko takiye ke neche
rakhi meri tasveer ko dekhti rehti hay
phir khud se sharma kar
takiye me mu chuppa kar deer tak Hansti rehti hay
apne hi haal pe Hansna bhi Hans ke rona bhi.

main bayak waqt tamasha bhi,tamashai bhi.
Farq sirf itna sa hai, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka Hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,
Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,
WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa hai usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya
Jab kisi ke sapne kisi ke Armaan banjaye..Jab kisi ki Hansi kisi ki Muskaan Ban jaye..Bemisaal Piyaar kehte hain use jab kisi ki sansein kisi ki jaan banjaen....
Gulon ke beech tera chehra bada suhaana lagey
Chaandni raath mein chaand bhi ab puraana lagey
Shabnum bani sharaab teri must nigaahi ka hai asar
Husn tera hamein maikadey se judaa na lagey
Ghar baith ke peeney lagey jo hum teri nigaahon se
Soona soona zamaaney ka har maikhana lagey
Bijliyon se thi nafrat inhein aadtah aashiyaan jalaney ki
woh Hans ke bijliyaan dil pe giraayein bhi to buraa na lagey
leliye ghum inkey tamaam hamein jo azeez they
ki aabaad sada ghumon se dil ka khazaana lagey
sambhaali hai khud kashti tofan-e-ghum mein
ki na-qudaa bhi ab ilyas ko na-qudaa na lagey
Khushbo ki therhaan Dil main basaa ker use dekhoon
Hatoon Ki Lakeroon main Saaja Ker Uusee Dekhoon

Dil us ko chahee pher Bhi Zaara Deer Ki Lyiee
Khud Us Se Leroon Our Pher Manna Ker Use DeKhoon

Sheshe saa DiL Hai Us KA Kabhi Jo DukH Jayee
PalKoon Se DuKh CHun Loon Our Pher Use DeKhon

Us Ki KhusHe Ki Khater Main Zaher Hans Ki Peloon
Jub Jaan Nikal Ki Gye Tub Pher Main Use Dekhoon

Us Ki Lout Ane Kie InteZar Ki Khater GHAAZAL
Sare Ummer Main Beta doon OUr Pher Use Dekhoon


Jubse tumhe dekha hai,

Mera

Raat ko
Din ko
Subha ko
Sham ko
Khate waqt
peete waqt
Sote waqt
Jagte waqt

Hans Hans k bura haal he
Qabar May Far¡shte Adm¡ Ko Mar Rahy Thy

Phr B Wo Hans Raha Tha,

Far¡shte Ne Wja Puch¡ To Bola

"Ma¡n Khudkush Hamly May Mara Hun

Ye S¡r Mera Hy Or J¡sm K¡s¡ Or Ka
Do aadmi aik baraat me gye.

Vahan inhe bar bar pani pesh kya jata.

Tang a kar aik ne kaha:

janab halaq me pani pHans gya hai.

Thore se chaval de dain.
Kal main ne use khoob Hansaya "FARAZ"



Kameeni jate hue mujhe
MR.BEAN keh gai..