Haat SMS Messages351 messages

Jaane yeh kaisa naata hai,
bas tera naam hi aata hai zubaan par,
din ya raat me,
le ke tera Haath Haath mein,
rahunga tere saath saath main.
Yeh teri aankhein jhuki-jhuki si,
Yeh tera chehra khila-khila sa,
jab tere chehre par Haath fera ,
Aadha kilo Fair & lovely mila...
Haqeqat Mohabbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar main bewafai hoti hai,
Hamari taraf Haath barha kar to dekh dosti ka,
Dostey main kitni sachai hoti hai.
Subah

Subah

Suraj

Ka
Saath
Ho


Parindon
ki
aawaz
ho


Haath
mai
chai
or
yaadon
main
aap
ho


us

khush
numa


ki
kya
baat
ho..!!!!!!!!!.->?
Abbas(as) Tajdaar-e-Wafa Arjumand hain
Aisay Khuda pasand khudi ko pasand hain
Panjay Alam pay nasb hain Dunya yeh dekh lay
Ghazi k Haath kat k bhi kitnay buland hain.
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne Haatho ko qalam ker k likha hai
Hai azme Khalili sinoan me, sholoan me phool khila denge
Hathoan me nihan hai zoore Ali, Khaiber ka saman dikhla denge
Abbas-e-dilawar ke waris, har ek ki pyas bhuja denge
Ye nasl wa mulk wa rango watan, ki sab diware gira denge

Is waqat fiza-e-alam me, bas ek Alam lehraega
sab tHaat pada rehjayega, jab aane wala aayega
Kausar k Saaqi ka wo
Nawasa HUSSAIN tha

Karbala k dasht main
pyasa HUSSAIN tha

Baadal yazeediat k jo
pheley chaar suu

Un main chamakta ek
sitara HUSSAIN tha

Karta wo kese Haath
pe bait yazeed k

Us waqt sab se
Arfa-o-aala HUSSAIN tha

Hilney Laga Tha
Arsh-e-ELAHI bhi Us Ghari

Jab Karbal Ki Rait Pe
Tarpa HUSSAIN tha

Pardes main Shaheed
jisay kr dia gaya

Wo MUSTAFA (S.A.W) ki
aankho''n ka Tara HUSSAIN tha
Jab Kabhi kanjusi ka award diya jayega
apka naam sab sey pehley liya jayega.
ghalti sey bhi ab sms na kerdena
varna award Haath sey niqal jayega!!
Jab Kabhi kanjusi ka award diya jayega apka naam sab sey pehley liya jayega. ghalti sey bhi ab sms na kerdena varna award Haath sey niqal jayega!!
Pata hai GABBAR ne thakur ke Haath kyo kaate the...?


?

?


kyO?



SoCho?


Kyonki Thakur GABBAR ko SMS Nahi Karta Tha!!!
AB TERA KYA HOGA RE KALIYA.... :P
Tere ikhlas say mohabat ki hai
Tere ehsas se mohabat ki hay
Mana tu paas nahi hai phir bhi hum nay
Teri yaad se mohabat ki hai
Kabhi tu ne bhi mujhe yaad kia hoga
Mainay teri yaad k lamHaat say mohabat ki hai
Jin mein hoon sirf teri or meri batein
Meinay un auqaat say mohabbat ki hai
Or jo mehkay hoon sirf teri hi mohabat say
Meinay un jazbat say mohabat ki hay
Tujh say milna to ab khuwab sa lagta hai
Meinay tere intezar se mohabat ki hay