Daikh SMS Messages124 messages

Dil ke bazaar mai dowlat nahi dakhi jati
Dosti ho jaye tu sora nahi Daikhi jati
Dosti pe luta don apna sab kuch
Kionky pasand ki cheez ho tu qeemat nahi Daikhi jati
Jali Hui Rotiyon Per Bohat Shoar
Machaya Tum Ne
-
Nadan
Maa Ki Jali
Hui Ungliyan Daikh Letey To Bhook Hi
Mitt Jaati
Sardar ankhain band karky Ayena (mirror) ke samny khara hogia
.
Bewi ne pocha; Yai kia kar rahy ho?
.
Sardar: Daikh raha ke mai sotay howe kesa lagta hon
Aey Eid Key Chand! Keyun karta hai tu ham ko pareshan

Tujhay dekhne ke liye baichain hain ham aur mufti Muneeb-ur-Rehman

Tujhay Daikh nahi pate poray Pakistan key insan

Per Kahan say dohnd leta hai tujhay Peshawar ka Pathan,
Soch us wqt meray Dil pe kaya guzra hogi
“D_G”
Jb us ne ghoom k meri taraf Daikha or boli:
Ezcuze me…..
“PAd”
Ap ne maara hy?
Qissy Meri Wehshat K Jo MarQoom Hain Saary

Aa Daikh Tere Naam Se Mansoob Hain Saary


Bus is Liye Her Kaam Adhoora Hi Para Hai

Khaadim Bi Meri Quom K Makhdoom Hain Saary


Her Jurm Meri Zaat Se Mansoob Hua Hai

Keya Mere Siwa Shehr Me Masoom Hain Saary


Ab Kon Mere Pa'on Ki Zanjeer Ko Kholy

Haakim Meri Basti K Bi Mehkoom Hain Saary


Shayd Ye Zarf Hai K Jo Khamosh Hoon Ab Tak

Warna To Tere Aaib Bi
Maloom Hain Saare
Ek Din Usney Mujsey Kaha
Kia
Tumhey Bhi Mujsey Piyar Hey?
Mey To Ajnabi Sa Ban Gaya
Phir…
DiL Ney Holey Sey Kaha…
Ek Aks Naksh Hey Merey Hawas Pey
Ye Sans Chal Rahi Hey Usi Ki Yaad Sey
Usey Daikh Loon
To
Jee Utthon
Bina Uskey Zindagi Ek Khuaab Hey
Wo Shakhs Kia Hey Nahi Khaber
Haan Wo DiL-e-Qarar Hey
Meri Zindagi Merey Ashnaa
Ager Ye Hee Piyaar Hey
To
Sunlo Aj
Haan Mujey Bhi Tumsey PIYAAR Hey
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsaana..

Elaahi..! Hum unhain Daikhen?? ke unka Daikhna Daikhen..
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsaana..

Elaahi..! Hum unhain Daikhen?? ke unka Daikhna Daikhen.. !
jisko b Daikha hy rotay huwe dekha hy

"DOST"
ye mohabbt kisi tissue company ki saazish tou nhi ....:)
aisay he nahi roz falak Daikhta tujh ko
chehra hai tera chand, sitaray teri ankhain
Basti mein hai wo sannata k jangal maat lagy..
Shaam dhaly bhi ghar pohanchon to aadhi raat lagy..
Khat mein dil ki batein likhna achi baat nahi,
Ghar mein itnay log hein jaany kis k haath lagy…
Un sy bichray dil ko ujray barson beet gaye,
Aankhon ka ye hal abhi tak kal ki baat lagy…
Mutthi band kiye baitha hon k koi Daikh naa ly,
K chaand pakarny ghar sy nikla “jugnoo” haath lagy