WO mujhay choor gya hay y baat tu sach hay magar baat hay ruswai ki WO jhan khain bhi gya loat kay meray hi pas aya ik yahi baat achhai hay meray harjai ki
Koi ankhon se baat ker leta hai,
koi ankhon me mulakat ker leta hai,
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh rehker saval ker leta hai...!!! :)
Tinka Tinka tufan me bikharte chale gaye,Tanhai ki gehraiyon me utarte chale gaye.Udate the jin dosto k sahare aasman me hum, 1-1 karke sab bichadte chale gaye...!!! IFFI :)