hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Nigaho me or koi dosti ke kabil na raha,is kinare ka or koi sahil na raha.Chand jaisa dost mila hume zamin par, aasma ka chand bhi ab deedar k kabil nahi
raha.
TujhE Chahte Hy Be-Inteha Pr Chahna Nhi Ata Ye Kesi Muhabat Hy K mjhe Kehna Nhi Ata Zindgi Me Aa Jao mri Zindgi Bn Kr K Tere Bn mujhe Zinda Rehna Nhi Ata.
Aapki yad na aaye to hum bewafa, Aap bulao aur na aaye to hum bewafa,
Hume maarne k liye khanjar ki zarurat nahi,1bar nazar fer lo, na mar jaye
to hum bewafa