Chup SMS Messages459 messages

Kisi nazuk se lamhay main..

Kisi din shaam se pehle...

Agar main Chupke se tere kaanon main yeh keh doon...

Ke mujhe tumse mohabbat hai...

To tum naraz mat hona...

Faqat itna tum karna...

Mujhe baahon main le ke tum...

Meri aankhon main aankhain dal kar...

Mere baalon ko sehla kar...

Bas itna keh dena...



TUM PYAR ke laayaq nahin...
zindagi ke din kaise bhi hoon guzar jayein ge,,,,ek din hum bhi Chupke se mer jayein ge,,,,aaj rehte hain aap ke dil mein yaad ban ker,,,,kal ansoo ban ker ankhoon se nikal jayein ge...
Mohabbat ka asar hoga galat fehmi main mat rehna
Wo badlay ga chalan apna galat fehmi main mat rehna
Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main loot aaon,
Magar ye bhi usay kehna galat fehmi main mat rehna
Tumhara tha tumhara hoon tumhara hi rahoon ga main,
Meray baray main is derja galat fehmi main mat rehna,
Wafa ka ehad tuta hai ab Chup Chup k rotay hoo,
Tumhain main nay kaha tha na galat fehmi main mat rehna.
"Roz Kisi Ka intezar Hota Hai,

Roz Ye Dil Beqarar Hota Hai,



Kaash K Koi Samajh Sakay

Chup Rehnay Walon Ko B Kisi k sms ka intezar Hota Hai.../
Raaz dil ka dil mein Chupate hai woh,
Samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
KABI DEKHA HAI TUNE EK NAZAR SHAM KE SATH
KITANE Chup CHAP SE RAHETE HAI YE SAHAR SHAMM KE BADD
TU TO SURAJ HAI TUJE SHAM KA DUKH PATA HAI KYA
TU BHI KISI ROJ UTAR MARE AASHIYANE MAI SHAM KE BADD
LAUT AYE NA WO AWARA MIZAZ KAHI KISI ROJ
BUS ISI ASS PAR KHULE RAKHATE HAI APNE DAR SHAM KE BADD
yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae,
khulee ankon se kabhee aap bhi soyae hongae,
mana hasna hai aadath gum Chupanae ki,
par haste-haste kabhee aap bhi royae hongae!!!

dard kafi hai bekudhe ke liye,
maut zaroori hai zindagi ke liye,
kaun marta hai kisi ke liyae
hum to zinda hai sirf aap jaise dosto ke liye!!

faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa
dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna
bichad jaye kabhi aap se hum
anakho mein humesha humara intezaar rakhna!!

ek pathar kafi hai sisha thodnae ke liye
ek baath kafi hai dil thodnae ke liye
aur ek dost kafi hai zindagi jee lene ke liye!!

kuch nasha apki baton ka hai,
kuch nasha dheemi barsat ka hai,
hamne aap yunhi sharabi math kahiyae
yeh dil par asar apkae mulaqat ka hai!!
Humesha muskura kay aansooun ko Chupaya
Ghum ko Chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya

Mehfilon main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sajaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya
Jaane Kya Hai Dil Ke Andar Jo Chupke Say Toot Raha Hai
Ek Meherbaan Ka Haath Jaise Haathon Say Choot Raha Hai

Lamha Lamha Guzar Ke Dafan Ho Raha Hai Seene Mein
Seh Kar Ye Dard Kuch Ajab Maza Aane Laga Hai Jeene Mein

Jaane Ye Kis Rehguzar Pe Qadam Humne Barhaaye Hain
Jaana Tha Kis Manzil Par, Jaane Kis Aor Nikal Hum Aaye Hain

Ek Khalish Hai Dil Ko Ghairey, Ek Ajab Si Khaamoshi Chaayi Hai
In Chubhti Tanhaaiyon Mein Aaj Yaad Teri Bohat Aayi Hai !!
Log kanto se bach ke chalet hai..

Humne to phoolo se zakham khaye hai..

Tum gairo kee baat karte ho..

Humne to apne bhee aazmaye hai..



U to khwab aksar hee toot jate hai mere..

Phir bhee kuch toote khwab apne liye bachaye hai..

Wo gairo se kuch nahi Chupa pate..

Humne apni aankho se bhee aansu Chupaye hai..
Humesha muskura kay aansooun ko Chupaya
Ghum ko Chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya

Mehfilon main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sajaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya
keh rahi hai awam ooonchi awaz mein bol bol k,
apna pol chChupa rahey hein doosroon k khol k,

aur naheen pard raha hai farq kissi ko b yahan,
Kissi main ko phenko k khali hein dhakney main hole k