Chup SMS Messages459 messages

rakhey Khuda ne do raastey
muje aazmaney ke liye

wo chour de muje ya ma chour du usey
zamaaney ke liye

kaisey maang lu RUB se
usey bhool jane ki duah

haath uth te nahi hain dua mein
usey bhool jane ke liye

nahi ki zindagi mein,
mein ne koi bi naiki

per parhi hain Chup ke kuch
NAMAAZEIN usey paaney k liye

nahi hai tu na sahi wo
Qismat mein meri

per ik moqa tu de usey eh RAB,
ye aansoo dikhane k liye
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso''on ko Chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se Chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
Woh Shukhs K Main Jis Se Mohabbt Nahi Kerta
Hansta Hai Mujhe Dekh k, Nafrat Nahi Kerta.
Dete Hain Ujalay Mere Sajday Ki Gawahi,
Main Chup K Andheroon Main Ibadut Nahi Kerta
Duniya Main Qateel Is Sa Munafik Nahi Koi,
Jo Zulm Tu Sehta Hai Baghawut Nahi Kerta...
Pooch Lo Tum Bhi Is Zamane Say,
Piyaar Chupta Nahin Chupane Say.


Paas Aatey Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Say Kabhi Bahaaney Say.


Piyaar Dil Mein Hai To Lao Zubaan Pey,
Aag Badhti Hai Ye Bujhaaney Sey.


Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Ganwaney Sey.


Chalo Ek Dua To Apni Poori Huiey,
Mil Liye Apne Ek Deewaaney Sey.


Roye Jatey Ho, Bas Roye Jatey Ho,
Kya Hoga Ye Dhan Lutaaney Sey.


Karo Koshish Ki Kurbatein Hi Rahein,
Dooriyan Badh Jaati Hain Badhaaney Sey.


Kya Sunaayein Kisi Ko Raaz-e-Dil,
Dard Bhi Badhta Hai Sunaaney Sey.


Bhool Jaao Kar Ke Achha Hai ,
Ehsaan Rehta Nahin Jataaney Sey.../
Dil ne jab bhii fareb khaaya hai
Tera andaaz yaad aaya hai


Yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin
Raasto mein jo khoya paaya hai


Tum numaaish liye ho daagon kii
Hamne zakhmon ko bhii Chuppaayaa hai


Koii marta nahin kisi ke liye
Hamne duniya ko aazmaayaa hai


Waqt-e-hizraan ya vasl ho ''barham''
Hamne dono mein tujhko paaya hai.../
tAsvEeR-E-yAar ChupAi hAi diL mEy,


jAb bHi chAhA gArdAn jHukAi oR dEkH lEe,


NaHi FiKAr tUjHkO yAAd
AAuN mEy,


khAyAl hAi yEh tUjHkO siRf pAuN mEy.../
KiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
kiTNi bAtAiN kEhNi hEiN,
tErA hAtH pAkAr kAr rOnA hAi,
tEri aAnKhOn mEiN kHoNa hAi,
pHiR aAnKhOn sEy kUcH kEhNa hAi,
oR lAfzOn nEy Chup rEhNa hAi,
aAnSu bHi tO ziDd kArtAy hEiN,
INhAiN tErAy sAmnAy bEhnA hAi..!
kiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
KhUwAbOn kI eK pArchAi mEiN.../
USEY APNE FARDA KE FEQAR THEE, WHO MERA WAQIFE HAL NA THA, JO US KE SOBHE UROOJ THEE, WOH MERA WAQTE ZWAL THA, SADYON BAD MELA BHEE TO MEREY LAB PAY KOI GELA NA HA, USEY MEREE Chup NEY RULA DEYA, JESEY GUFTGO PAY KAMAL THA
Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai
Shaam ke ujalo par,
Apny narm hatho sy,
Koe baat achi si,
Koe khawab sacha sa,
Koi bolti kushbu,
Koi Sochta lamha,
Jab bhi likhna chaho gy,
Soch ker daricho sy,
Yaad k hawalo sy,
Mera naam Chup Chup kar,
Tum ko yaad aay ga,
Hath kaanp jain gy,
Shaam teher jay gi,
Meri Yaad aay gi,


MERI YAAD AAY GI,
WO DIL KI BATIAN ZAMANAY BHAR KO NA YON SUNATA .. MUJAA BATAATA
WO EK DAFA TU MARI MUHABAT KO AZMATA .. MUJAA BATATA

ZUBAN-E-KHALKAT SA JANAY KIA KIA .. WO MUJ KO BAWAR KARA RAHA HAI
AIK DAFA TU ANNA KI DEWAR GIRATA .. MUJAA BATATA

ZAMANAY WALON KO KIA PARI K SUNAIN HAL-E-DIL SHAKASTAH...
MARI TU ARZO THI.. MUJAA BULATAH.. MUJAA BATATA

MUJAA KHABAR HAI ANDAIRAY USAY ChupKAY ChupKAY NIGAL RAHAY HAIN
MAIN US KI RAHON MAIN APNAY DIL KA DIYA JALATAH .. MUJAA BATATA

SITAM KIA HAI MUNEER .. K US NA SHAHAR CHORA HAI KHAMOSHI SA
MAIN US KI KHATIR YA SARI DUNYA BI CHOR JATA .. MUJAA BATATA
Usay apnay dard ki fikar thi
Wo jo mera wakf-e-hal tha
Wo jo us ki subh-e-urooj thi
Wohi mera waqt-e-zawal tha
Mera dard kaisay wo janta
Meri bat kaisay wo manta
Wo to khud fana k safar mein tha
Usay rokna hi muhal tha
Kahan jao gay mujhay chor kar
Mein yeh pooch pooch kar thak gaya
Wo jawab mujh ko na de saka
Who to khud srapa-e-sawal tha
Wo mila to sadion k bad bhi meray lab per koi gila na tha
Usay meri Chup nay rula dia jisay guftagu main kamal tha