Chor SMS Messages462 messages

koi dukh na ho
koi ghum na ho
koi ankh kbhi num na ho
koi dil ksi ka tory na
koi sath ksi ka Chory na
bus payar ki nadiya behti ho
KASH K DUNYIA ASI HO......;->
Khush ho ay dil mohbbt to nibha di to ne,
log ujar jatay ha anjaam se pehlay pehlay
ab teray zikar pe hum baat badal daite ha
kitne raghbat thi teray naam se pehly pehly
samne umar pari ha shab-e-tanhai ki,
wo mujhay Chor gaya sham se pehly pehly.../
Khush ho ay dil mohbbt to nibha di to ne,
log ujar jatay ha anjaam se pehlay pehlay
ab teray zikar pe hum baat badal daite ha
kitne raghbat thi teray naam se pehly pehly
samne umar pari ha shab-e-tanhai ki,
wo mujhay Chor gaya sham se pehly pehly.../
Barsaat ki bheegi raaton mai pir koi suhaani yaad ayi ,
Kuch apne zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela Chor diya ,
Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi..
Apne asool yun b kbhi torne pare,
uski khata thi hath mjhe jorne pare...

Aya na jb qarar dil-e-beqara ko,
tu yadoon k rukh mjhe tmhari taraf morne pare...

Unko tu meri yad b na i bhool kr,
apne parae jn k liay Chorne pare...

Wo shakhs bara ba-asool tha,
apne asool jis k liay mjhe torne pare.......
itna pyar hai dil main mere
tum ho humsafer mere
Chor na dena sanam mere
ghum bahot hai mere
berh gay tere any se sukh mere
saath rakhay humeay hamesha ye dua hai tujh se rab mere
Barishon k mosam main.waqt k andhairon main,mene us say pocha tha.Chor to na jao gay?Hath thaam kar usne ye bola tha??kaise Chor sakta hon?Tum to jan ho apni?aur aaj aisa hai k waqt ki tamazat main..Vehshaton k mosam main..main nay uss say pocha .. Chor k hi jana tha muskrati galion main to aas kyun jagai thi..?mere in sawalon par na wo chonka,na thehra..chaltay chaltay itna hi kaha bus..Mosam k khail hain.sab waqt ka tagayur hai.
Mere ander saans lena Chor de

Ae udaasi! Mera peecha Chor de

Chaand kya aangan main utra hai kabhi!

Sun meri jaan yeh tamanna Chor de

Tu kabhi sookhe hue patto pe likh !

Sabz shaakhon ka qaseeda Chor de
Nazar ki dhoop may sayy ghulay hain shub ki tarhan
May kub udaas nahin tha magar na aub ki tarhan

Phir aaj shehray tamanna ki rehguzarown say!
Guzar rahay hain kai log rozo shub ki tarha

Tyjhay to may nay bari aarzoo say chaha tha
Yay kia k Chor chala tu bhi or sub ki tarhan

Fasurdgi hay magar wajaay ghum nahi maloom
k dil pay bojh sa hay ranjay bay sabab ki tarhan

khilay to aub bhi gulshan may phool hain laikin
Na meray zakhum ki surat na teray lub ki tarhan
Baarishon ke mausam main Waqt ke andheron main
Maine us se poocha tha Chorr to na jaoge

Haath tham ker us ne Kaan main yeh bola tha
Kaise Chorr sakta hoon Tum to Jaan ho meri

Aur aaj aisa hai Waqt ki tamazat main
Wehshaton ke Mausam main Maine us se poocha hai

Chorr kar hi jaana tha Muskurati galiyon main
Aas kyun dilayi thi Pyaas kyun jagayi thi

Mere in sawalon per Na woh chonka na woh thehra
Chalte chalte itna kaha Mausamon ke khel hain sab
koi dukh na ho
koi gham na ho
koi ankh kabi num na ho
koi dil kisi ka toray na
koi sath kesi ka Choray na
bus pyar ke nadiya bahti ho
kash k dunya asi ho!!!
kbi moam ban k pigal gaya,

kabi girtay girtay sambhal gay

wo ban k lamha guzar gaya

meray paas se nikal gaya

usay rota b to kis tarah
k wo shakhs itna ajeeb tha
kabi tarap uta meri aah se
kabi ashk se na pighal saka
sar e rah mila wo aga kabi
to nazar chuka k Guzar Gaya
wo utar Gaya meri ankh se
mere dil se Q na utar saka
wo chala Gaya jahan Chor k
main wahan se phir na palat saka,
wo sambhal Gaya tha magar,
main bikhar k phir na simat saka