Chor SMS Messages462 messages

Dil behal jaey tu log Chor dete hain,
koi or mil jaey tu log Chor dete hain,
4 din ki chandani ka kya karna,
Chandani dhal jaey tu log Chor dete hain,
Qasmeen Tu Khaty hain sada sath deney ki Zehan badal jay tu log Chor dety hain,
Aj kl k Logon ka kya Bharosa...!
Mosam badal jay tu log Chor dete hain,
Log "Dosti" karty hain matlab k liye,
Matlab nikal jaye tu log Chor Dyte hain.......
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai...
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai...
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha...
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..


Sokoon dil barbaad ho jane ko hai...
Raapte socho ke simat jane ko hai...
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha...
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai...


Qurbato ke nisha mit jane ko hai...
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai...
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko Chor ke...
Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai...
Ik mullk ghoom k a rahey hain hum
Gaye the kiun abb pashta rahey hain hum
Muhabat kya yeh hay k koi jo door jae
pir bhool janey main koi kasar Chor jae na hu
Suno mein laut aya hoon
Meri batein
Meray waday
Mein apne saath laya hoon,
Suno meri dharkan mein
Wohi ik saaz bajta hai
Andaz meri baton ka
Tera andaz lagta hai
Khazaan k zard patton ko
Barf se sard mosam ko
Hijar ki garm aahon ko
Tanhai ki bahon ko
Suno
Main Chor aya hoon
Abhi jo sakt baaqi hai
Mera jo wqat baaqi hai
Sameto mujh ko bahoon mein
Mujhay chand khushiyan de dalo
Meray sab gham sameto tum
Chand lamhay mujh ko de dalo
Mein sab rishtay
Sabhi natay
Sabhi bandhan
Sabhi dhage
Suno
Mein tor aya hoon
Suno mein laut aya hoon
Ab kiya likhein hum kagaz par
Ab likhne ko kya baqi hai
Ek dil tha so wo toot gaya
Ab lutne ko kya baqi hai
Ek shaks ko hum ne chaha tha
Ek rait pe naqsh banaya tha
In rait k zaron ko hum ne
Phir apne dil mein sajaya tha
Or rait to kab ki bikhar gae
Who naqsh kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay
lafzon ka baan kar taj mahal kagaz par sajaya kartay they
Wo hum ko akela Chor giya
Sab rishton se mouh mor giya
Ab rishtay sare sonay hain
Who pyar kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Ek ajab c paheli hai jiNdgi,
sab k sath fir bhi akeli hai jiNdgi.
Kbhi pyara sa ek armaaN hai jiNdgi,
to kbhi dard se bhara tufaN hai jiNdgi.
Kbhi pholo se bhara ek guldasta hai,
to kbhi kaaNto se bhara ek rasta.
Kbhi bacho c masoom ho jati hai,
to kbhi guNaho ka bhoj baN jati hai.
Koi to bata de mujhe kya hai jiNdgi,
suNa hai chaNd roz ki mehmaN hai jiNdgi.
JiNdgi ko Chor ek diN jaNa prega,
jiNdgi se jitNa pyar tum krlo,
hoti to akhir bewafa hai jiNdgi
Safar tanha nahin karte
Suno aesa nahin karte

Chalo tum raz ho apna
Tumhain afsha nahin karte

Suno jis ka muqaddar ho ossey Chora nahi karte
Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte

Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte
Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey

Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte
Suno yadain sataingi magar roya nahin karte

Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
Pather ki deewaar na tori
pyar bhara dil tor dia
ek rupee ki khatir
tumne SMS karna Chor dia

FlaMeR
Noton boChor asok niya noton noton aasa
Prithibite Choriya dik sudue valobasa.
Hana hani,Vedavad sob kichu voli
Aso soba mila misa Sot potha choli.
Sobaika New Year ar Soveccha.
Porono joto Hotasha,Dukkho,Obosad,
Noton boChor ogoloka karok Dulissat,
Sukh,Anonda mucha jak sokol Jatona,
New Year a Sobar jonne Shuvo Kamona.
Happy New Year.
I am Sorry
Ek Buri Khabar Hai
Mujhy Bhool Jana PLz...
Main Kuch Dino K Baad
Tumhy Hamesha K Liye
Chor Kr Chala Jaonga
Tumhara Apna
Year 2006
But
Tumhy Aik Naya DOST De Kr
Ja Raha Hon
Year 2008
So Njoy With It !
I am Sorry
Ek Buri Khabar Hai
Mujhy Bhool Jana PLz...
Main Kuch Dino K Baad
Tumhy Hamesha K Liye
Chor Kr Chala Jaonga
Tumhara Apna
Year 2006
But
Tumhy Aik Naya DOST De Kr
Ja Raha Hon
Year 2008
So Njoy With It !