Chor SMS Messages462 messages

1 sardar k ghar me billi rhti thi sardar billi se tang
akr usy kahi Chor aya.
gar aya to bili ussy pehly ponch chuki thi.
sardar bili ko dobara kahen dor Chor k
aya bili pher us sy phly gar ponch gai.
sardar ko boht gussa aya ab wo
bili ko boht hi zyada door Chorny gya.
wahn sy usny wife ko phon kya.

sardar:bili gar pnch gai ya nhi?

wife:han pnch gai hy

sardar:Us kamini se bol k mujy aker ly jaye mein rasta bhol gya hon... ;->
Ek Chor Police sy chupty huey ek Toti hui Qabr me chup gya
or Police sy bach gya

Wahi Qareb sy sardar Sahib guzry to unho ny soch k shayad Log Mayyat per Matti dalna bhol gaye

sardar Sahib ny fata fat Matti dalna shuro kia to Chor bola
Bachao Bachao

sardar
Ooh Jaldi Jaldi Matti dalo is par to Khuda ka Aazab shuro ho gya
1 sardar k ghar Chori ho gai Chor us ki bv ka zewar le gaye
Logon ny kaha
Chalo srdar g izzat to bch gai bhabi ki

Srdar bola
O wech wech k ty zewar lya c =P ;)
wo ajnabi tha to roza milta tha arzoo

use apna hone ka ehsas dilaya to milna hi Chor dia,
bewafa

agar tum aaeena dekho to,


khud se nazren chura lena,

ke aksar bewafa logon ko,


ankhen Chor lagti hain.
tu mujhe Chor ke gaya tu yaqeen aya.

koi bhi zarori nai sanso ki siwa.
Bolti hai DOSTI, chup rehta hai PYAR....

Hansati hai DOSTI Rulata hai PYAR

Milati hai DOSTI

Juda karta hai PYARPhir kyun DOSTI Chor ke log kerte hain PYAR?
Aansu nahi thamte
Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi tak
Jaate hue rota woh mujhe Chorr gaya tha

Armano ki Duniya ke anmol se sapne
pal main woh mere saamne sab torr gaya tha

Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi
Besabab Duniya se meri rukh morr gaya tha

Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi hamraah
Saare ghamon se rishta mera jorr gaya tha

Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche
Yahan kis ke sahare pe mujhe Chor gaya tha...
mein roi tu nahi hoon"
na jana kyon mera kaajal
jab bhi dalo ankh mein
ab aksar phale jata hai
mein roi tu nahi hoon......


tum tu janatay ho in dinoon
boht hi thand hoti hai
tab hi hai naak surkh mere
mein roi tu nahi hoon........


kaha tu hai youn hi bus
bheega hai anchal k kona
Choro tum fikar mat keroo
mein roi tu nahi hoon.......


nahi,odass kab hoon mein?
ziada kaam k bays
thaka-wat ho hi jati hai
mein roi tu nahi hoon..........


eid aye hai , wo ab bhi
nahi ata tu na ay
ab is ki yadd mein dekho
mein roi tu nahi hoon........


bata dena is ko ja ker
kahin khoosh-fahmi na koi palay
waisay hi surkh hain ankhain
mein roi tu nahi hoon..........
sonu .. aissa nahe kertay
suno ! jis dil main raihtay hon
ussay tora nahe kertay
bina jis kai na jee payin
ussay Chora nahe kertay
suno ! kuch dair rok jao
koi tadbeer ker lain gay
ju saray khowab daikhan hain
unhain tabeer ker laingay
ju hathon main lakeerain hain
unhain takdeer ker lain gay
sonu ! kuch dair rok jao
khodara yon tu mat jao
bina tairay yai jeewan hum
kaho kaisay beetayin gay
sonu ! tum yad aa a tu
bohat khod ko rolayin gay
suno ! jub dard hoga tu tarap ker mar he jayingay
sunoooo ! kuch dair rok jao
sunoo kuch dair rok jao ..
Kabhi is nagar tujhe dekhna
kabhi us nagar tujhe dhondna

kabhi raat bhar tujhe soochna
kabhi raat bhar tujhe dhondna

mujhe ja ba ja teri justujo
tujhe dhond-ta ho mein ko ba ko

kaha khul saka tere ro ba ro
mera is qadar tujhe dhondna

mera khawab tha k khayal tha
wo urooj tha k zawal tha

kabhi farsh pe tujhe dekhna
kabhi arsh pe tujhe dhondna

teri yaad aie to roo dia
jo tu mil gaya tujhe kho dia

mere silsily bhi ajeeb hain
tujhe Chor kar tujhe dhondna
Meray haath main jo Gulaab thay.....
Woh Gulaab saare bikher gaye.......
Meri aankh main woh jo khuwaab thay.....
Woh hi khuwaab mere ujarr gaye.....
Jisey main ne maanga tha baar-ha......
Woh hi shakhs mujh se bicharr gaya.....
Mera humsafar mujhe Chorr ker.....
Kisi aur simt chala gaya....
Jisey saath dena tha umar bhar.....
Woh to do qadam bhi na chal saka......!!