1 sardar k ghar me billi rhti thi sardar billi se tang
akr usy kahi chor aya.
gar aya to bili ussy pehly ponch chuki thi.
sardar bili ko dobara kahen dor chor k
aya bili pher us sy phly gar ponch gai.
sardar ko boht gussa aya ab wo
bili ko boht hi zyada door chorny gya.
wahn sy usny wife ko phon kya.
sardar:bili gar pnch gai ya nhi?
wife:han pnch gai hy
sardar:Us kamini se bol k mujy aker ly jaye mein rasta bhol gya hon... ;->
Sardar bus me charha aur poocha karachi ka kitna kiraya hoga?
Driver ne kaha: ful pent ful kiraya
Half pent half kiraya
Sardar ne apni pent utari
Or kaha: no pent no kiraya... ;->
Santa: B0llywo0d Meray Peechay Hai,
Modeling Ki Offerz Ho Rahi Hain.
Magr Mera K0i Mood Nahi,
Or To Or Local
T.V Walay To Abhi Tak Meray Peechay Paray Huay Hain.
Mintain Kr Rahay Hain.
Banta: Acha Wo Kesay?
Santa: Instalments Per Lia Tha Na. . .!
Ek Sardar kareley lene gaya, Sabzi wala karelon pe pani chhirak raha tha. Jab kaafi dair huwi to Sardar ghusse se bola: . . . . Jab inko hosh aa jaye to ek kilo tol lena.