Chor SMS Messages462 messages

Main kitna intezar karoon...
Jab se tum ne milna Chor diya he...
Khushbu ne bikharna Chor diya he
Phoolon ne mehakna Chor diya he...
Chiryun ne chehakna Chor diya he...
Chan ne chamakna Chor diya he...
Aur dil ne b darakna Chor diya he...
Savan jane ko he...
Bahar aane ko he...
Phool khilne ko hain...
Sab dost milne ko hain...
Ab to aa jao...
PLZ...
Main bahut intezar karta hon...
karta rahun gunah har mokay pay besabab.....



kitna RAHEEM hai WO ik tooba pe Chor day ....!
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
Jhuki Hein Ab Meri Nazrein
Tumhe Jo Yaad Kerti Hein
Baharein Laut Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Woh Sari Teri Perchaiyan
Tasawar Ki Woh Tanhaiyan
Jo Aankhon Se Barasti Hein
Kaho Sab Chor Aao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Ye Arzan Hai Khazan Hum Per
Pholon Ka Hai Eeman Tum Per
Muhabat Tor Lao Gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey

Kyun nazrein teri piyasi hein
kaho kis ki matlashi hein
hakiqat ban ke aao gey
khawabon ko tor jao gey
Kaho Ik Din Tum Aao Gey
Apna aap
Aj wo muddat baad aaye
Bus yeh kehnay
Jaana
Meray saray khat lota do
Sub tasveerein kalam
Kitabein
Wapis kar do saray tohfay
Mujh say sab kuch magnay wali
Jatay jatay
Meray kamray ki chokhat par
Chorr gae hai
“APNA AAP”
Wo Mujhe Aazma K Chor Gaye
Mere Dil Ko Dukha K Chor Gaye

Ab Koi Raasta Nahi Milta
Wo Kahan Mujhko Laa Kar Chor Gaye

Dil Se Unko Diya Tha Jo Tohfa
Maiz Par Muskura K Chor Gaye

Unka Poochun Pata Me Kis KIs Se
Wo Jo Apna Bana K Chor Gaye
main ab waisa hon jesa tum mujhe Chor gey thy"dost"

bus kuch ankhin zard hogai hain tery any ki aas main.
koi raha hai meri aankhon ka bhi haqdar...

aankh kya barsi tu wo bhi sath Chor gaya...
Tu mra ha tera naam koi or na le,

in sulagti ankhon ka jaam koi or na le.

kch islye b mene tera sth na Chora,

tu gir gya to tjy thaam koi or na le!!!
"Na kar byaan un se haal e dil WASI"


"magror sa shaks hai kahin sath na Chor de"...
kisi k Chord jane par use sanbhala tha humne bhi ek shakhs ko..

jub izhaar kua us se apni muhabat ka injaan ban gaya wo..
sub ko maloom hai sub ko Chord jana hai us ne.

pher itna payaar kuon kerta hai sub se..
Yaad mein doobney se achcha hai
kay ,Chor kar us yaad k samandar ko
koi aisa jazeera dhond lo
kay
jahan sakoon ho, bohat sakoon ho
magar
hum jaise logon ko to
doobna achcha lagta hai
to phir
doobey raho us ki yaad mein
jo k hum ko
kab ka bhool chuka hai
kiya waqa''ie
WO BHOOL CHUKA HO GA