B SMS Messages22988 messages

Nighaa-e-mast ke mastiaayyn.....
kisi BAdNASEEB pe daal daiiiii....,,
kisi ''dardmand'' k To kaAM aaa...
kisi doBtaiii ko uchhhaaal daiiii....
maI iSI KHAYAAAL SE ajj tak,....!!
tUghaI "DIL"ke Baat na Batasaka,
tO jo dard-e-dil se haiii BaikhaBar,
kahiN "MUSKURAA" K Naa TAal dai.
zakham_e_tanhai mein khushBoo_e_hina kiss ki thi
saya dewaar pe mera tha sada kiss ki thi

oss ki raftaar se lipti rahi meri ankhiein
oss ne mur kar Be na dekha ke wafa kiss ki thi

waqt ki tarah daBey paoon ye kon aya hai
mein andhera jisey samja wo qaBa kiss ki thi

ansoo se hi sahi Bhar gaya daman mera
haath toh mein ne uthaye the doua kiss ki thi

meri ahoon ki zuBan koi samajta kesey
zindagi itni dukhi mere siwa kiss ki thi

agg se dosti oss ki thi jala ghar mera
di gayi kiss ko saza aur khata kiss ki thi

mein ne Binaiyaan Bo kar Be andhere kaatey
kiss ke Bus mein thi zameen aBr_o_hawa kiss ki thi
Mere dukh kii koii davaa na karo
Mujh ko mujh se aBhii judaa na karo

Naakhudaa ko khudaa kahaa hai to phir
DuuB jaao, khudaa khudaa na karo

Ye sikhaayaa hai dostii ne hamen
Dost Banakar kaBhii wafaa na karo

Ishq hai ishq, ye mazaak nahiin
Chand lamhon men faisalaa na karo

Ashiqii ho ya Bandagii ''Sameer''
Be-dilli se to iBatidaa na karo
Mere dukh kii koii davaa na karo
Mujh ko mujh se aBhii judaa na karo

Naakhudaa ko khudaa kahaa hai to phir
DuuB jaao, khudaa khudaa na karo

Ye sikhaayaa hai dostii ne hamen
Dost Banakar kaBhii wafaa na karo

Ishq hai ishq, ye mazaak nahiin
Chand lamhon men faisalaa na karo

Ashiqii ho ya Bandagii ''Sameer''
Be-dilli se to iBatidaa na karo
koi mera Be toh ho saath niBhaney ke liye
mujhe mangey khuda se apna Bananey ke liye

mere ansoo meri palkoon se churaney ke liye
Bas wohi ho mujhe siney se laganey ke liye

yoon toh hein chahney waley Bahot se duniya mein
nhin hai koi magar saath niBhaney ke liye

din Bhar khwaB jo tootey the sametey hum ne
phir so gaye naye khwaB sajaney ke liye

meri sansoon ki rawani toh faqat dokha hai
haan mein zinda hoon magar sirf dikhaney ke liye!!

kuu-Ba-kuu phail gaii Baat shanaasaaii kii
us ne KhushBuu kii tarah merii paziiraaii kii

kaise keh doun k mujhe chhor diyaa hai us ne
Baat to sach hai magar Baat hai rusvaaii kii

vo kahiin Bhii gayaa lautaa to mere paas aayaa
Bas yahii Baat hai achchhii mere harajaaii kii

teraa pahaluu tere dil kii tarah aaBaad rahe
tujh pe guzare na qayaamat shaB-e-tanhaaii kii

us ne jalatii huii peshaanii pe jo haath rakhaa
ruuh tak aa gaii taasiir masiihaaii kii

Tum Bhi khafaa ho log Bhii Beraham hain dosto
aB ho chalaa yaqiin ke Bure ham hain dosto

kis ko hamaare haal se nisBat hai kyaa kare.n
aankhen to dushmanon kii Bhii pur nam hain dosto

apane sivaa hamaare na hone kaa gam kise
apanii talaash men to ham hii ham hain dosto

kuchh aaj shaam hii se hai dil Bhii Bujhaa Bujhaa
kuchh shahar ke chiraag Bhii maddham hain dosto

is shahar-e-aarazuu se Bhi Baahar nikal chalo
aB dil kii raunaqen Bhii koii dam hain dosto

saB kuchh sahii ''SaaMer'' par itanaa zaruur hai
duniyaa men aise log Bahut kam hain dosto
yadein zakham Bankar dil mein reh gayi warna
tumein Bhoolaney ki koshish toh ki thi hum ne
lafaz Bunkar dil par shup si gayi hein teri Batein warna
unein mitaney ki koshish toh ki thi hum ne
tumari yaad ki gehrai thi koi kucha rung na tha
joh koshish karney par dhul jata warna
oss rung ko churaney ki koshish toh ki thi hum ne
teri yaad mein roney se fursat nhin milti warna
muskuraney ki koshish toh ki thi hum ne
yaad zakahm Bankar dil mein reh gayi warna
tumein Bhoolaney ki koshish toh ki thi hum ne!!
Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko,
Main Jal Raha Tha Kisine Bujha Diya Mujhko,

Tariqeeyon Ka Fasana Suna Diya Mujhko,
ABhi Hansa Bhi Tha Aur Rula Diya Mujhko,

Main Ek Zara Bulandi Ko Chhune Nikla Tha,
Hawa Ne Thaam Ke Zameen Par Gira Diya Mujhko,

Safed Saang Ki Chaadar Lapet Kar Mujhpar,
Faseel-E-Sheher Pe Kisne Saja Diya Mujhko,

Khara Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harf Liye,
Sawal Ye Hai KitaBnon Ne Kya Diya Mujhko,

Na Jaane Kaunsa JazBa Tha Jisne Khud Hi,
Meri Hi Zaat Ka Dushman Bana Diya Mujhko...

Sochta hoon taire Bare main apna kheyal likhoon
tairi tehreef likhoon ya khuda ka kamal likhoon

maire qalam se aur koi tehreer Ban na paaey
main jaB Bhe likhoon Bas taira hus-ne-jamal likhoon

main ne ek ummer kati ha tenhaiyoon main
kaghaz k aik tukre pe kaise main hal likhoon

her zindgi ko urooj tak jo rahnamai de
main apni zindgi ki aaisi misal likhoon

maire Baad Bhe muje loog kitaBoon main dein jaga
main apne urooj ki terha apna zawal likhoon
MohaBBat Mein Asar Hoga To Ek Din Tumko Paa Lenge,
Kisi Surat Se Hum Bigdi Hui Kismat Bana Lenge,

Sitaron Mein Phoolon Mein Chaand Mein Tum Mil Hi Jaoge,
Kahan Tak Hai MohaBBat Mein Haqeeqat Aazam Lenge,

Zamane Ko Dikha Denge Ke Do Dil Kaise Milte Hai,
Is Duniya Mein Hum Tum ek Dusri Duniya Basa Lenge...

wo jo hum meiN tumme qaraar tha tumHe yaad ho ke na yaad ho
wo hi aani waala neBaahta tumHe yaad ho ke na yaad ho

wo naye gile wo shiKaayate wo maze-maze ki hikaayateN
wo har ek Baat pe roothna tumHe yaad ho ke na yaad ho

koi Baat aisi agar huyee jo tumhaare jee ko Buree lagi
to BayaaN se pehle hi Bhoolna tumHe yaad ho ke na yaad ho

jise aap ginte the aashnaa jise aap kehte the Baawafaa
main wohi hooN ''momin''-e-muBtila tumHe yaad ho ke na yaad ho