Zehar daitay hain aur kahtay hain k lena ho ga,

jaB main le loon to kehtay hain k peena ho ga!

jaB main pee loon to kehtay hain martay kiun nahi?

jaB main mar jaon to kehtay hain jeena hoo ga!

dis shair is nt mine
yaad aya tah Bicharna tera

phir nhin yaad ke kya yaad aya

juB koi zakham Bhara dagh Bana

juB koi Bhool gaya yaad aya

ye mohaBat Be hai kya rog faraz

jiss ko Booley wo sada yaad aya!!!
Aiana jaBBhi dekhta hon.

Teri Tasv nazer aati hai.

Meri taqdir se juri teri taqdir nazer ati hai.

Or koe chahy Bhi to hume juda nahi kar sakta.

kiun k jo mohBat meri ankhon me hai.

wahi mohBat teri ankhon me nazer ati hai.
Ghazal son kar pareshan ho gaye kya

Kisi ke dehan main tum Bhi kho gay kya

Yeh Beygangi pehlay tu na thee

Kaho tum Bhi kisi ke hogay kya
JaBBhi tanhai ne unko sataya hoga

TaB taB unko mera khayal aaya hoga

Gam ye nahi ke who Bhul gaye humko

Gum ye hai ke ro ro kar Bhulaya hoga