B SMS Messages22988 messages

KhushBu teri Dosti ki muje mehka jati hai.
Teri har Baat mujhe Behka jaati hai,
Saas to Bohut dair leti hai aane me…
har saas se pehle Teri yaad aa jati hai
Lehron se milkar na woh Beh sake na hum,
ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum,
jeet lete Aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko
hoto se na woh keh sake na hum
Hum jee rahe the unka naam lekar,
wo guzarte the hamara salaam lekar,
ek din wo keh gaye Bhula de humko,
humne pucha kaise?
wo chale gaye hath mein jaam dekar
ishq mai ghairat-e-jzBaat ne rone na diya
wrna kya Baat thi ks Baat ne rone na diya

ap kehte the k rone se na Badlain ge nasiiB
umr Bhar apki is Baat ne rone na diya

rone walo se keh do unka B rona ro lain
jnko majBuri-e- halaat ne rone na diya

tjse mil kr hamain rona tha,Bohat rona tha
tangi-e-waqt-e-mulaqat ne rone na diya

ek do roz kaa sadmaa ho to ro lain
hmko hr roz k sadmaat ne rone na diya
Rudaad-e-muhaBBat kya kahiye kuch yaad rahi kuch Bhool gaye
do din ki musarrat kya kahiye kuch yaad rahi kuch Bhool gaye

jaB jaam diya tha saaqi ne jaB daur chala tha mehfil mein
wo hosh ki sa''at kya kahiye kuch yaad rahi kuch Bhool gaye

ehsaas ke maikhane mein kahan aB fikr-o-nazar ki qandilein
aalam ki shiddat kya kahiye kuch yaad rahi kuch Bhool gaye

aB apni haqiqat Bhi "Sagar" BeraBt kahani lagati hai
dunya ki haqiqat kya kahiye kuch yaad rahi kuch Bhool gaye.................
Hum Yousaf_e_zaman thay aBhi kal ke Baat hai.
Tum hum pay mahrBan thay aBhi kal ke Baat hai.

wo din Bhe thay k hum he thay tumhari zuBan par.
mozoo_e_dastan thay aBhe kal ke Baat hai.

khood unhai say pochtay phirtay hai rasta.
manzal k jo neshan tahy aBhe kal ke Baat hai.

kuch hadsoon say gir gay setary zameen par.
hum rashk_e_asman thay aBhi kal ke Baat hai.
Ek muddat hui ek zamana hua
Khaak-e-gulshan mein jaB aashiyana hua

zulf-e-Barham ki jaB se shanasai hui
zindagi ka chalan mujrimana hua

phool jalte rahe chaand hansta raha
aarzoo ka muqammal fasana hua

daag dil ke shahanshah ke sikke Bane
dil ka muflis-kada jaB Khazana hua

rah_Bar ne palat kar na dekha kaBhi
rah-o-raste ka nishana hua

ham jahan Bhi gaye zauq-e-sajda liye
har jagah aap ka aastana hua

dekh mizraaB se Khoon tapakne laga
saaz ka taar marg-e-tarana hua

pehle hoti thi koi wafa-parvari
aB to "Sagar" ye qissa purana hua...........
"TOO LATE"
Aadhi Raat k Sanatay Me
,Kis Ne Phone Kea Hy Muj Ko?
Jane Kis Ka Phone Aiea Hy,
Phone Utha Kr Yun Lagta Hy,
Os JaniB Koi GumSum,
Okhra Okhra Dheray Dheray
Kanp Rha Hy,Mehki Hoi Ik Khamoshi Hy,
Ghup Khamoshi,Lakin Is Khamoshi Me B Gonj Rahe Hen,Thandi Sansain,
Barish,Aanso,Khamoshi Se Thak Kr Os Ne Saans Liya Tu,
Choorhi Khhanki,Uff Ye Khhan Khhan. . . .
Ik Lamhay Me Sarey Badan Me Phail Gaee Hy,
Teray Ilawah Koi Nhi Hy,Lakin Itnay Barson Bad. . . . .
wafa ke wadey wo sarey Bhoola gaya chup chaap
wo mere dil ki dewaarein hila gaya chup chaap

gham_e_hayat ke taptey houey BiyaBaan mein
humein chor ke wo tanha chala gaya chup chaap

na janey kon sa wo BadnaseeB lamha tha
jo gham ki agg mein mujh ko jala gaya chup chaap

mein jiss ko choota hoon wo zakham deta hai
wo phool aesey chaman mein khila gaya chup chaap!!

khud ghar jala ke khud hi tamashaiyoon mein hoon
juB se suna hai mein tere shedaiyun mein hoon

har ik nafas ke saath mita jiss ke wastey
uska Bayan hai ke mein harjaiyun mein hoon

ae dost tu ne mujh ko kyun gira diya
socha nhin ke mein teri tanhaiyun mein hoon

har simat dhood dhoond mujhe dhoondney waley
mein hi toh teri tooti houi angraiyun mein hoon

iiss dil ke zakham kaBi sil na payeingey
Behtey lahoo ke josh ki garmiyun mein hoon

mujh se juda ho reh na payega tu ik din
mein sansoon ki Bajti houi shehnaiyun mein hoon!!
kya toota kya Bikhar gaya ye mein janta hoon
andhiyoon mein chiraag jalaney ki saza mein janta hoon

janey wo kon log the jin ko mila sila mohaBtoon ka
zakham_e_mohaBat ki tarap ka maza mein janta hoon

door se dekho iss ko pass jaogey toh pachtaogey
zindagi ke chehrey pe hai kya likha mein janta hoon

un ke koochey se uthey jo mera janaza toh kya Baat hai
un ki Bahoon mein marney ka maza mein janta hoon

kyun Bewaja mujhe zindagi se milatey ho yaro
zindagi aur maut ke Beech ka khala mein janta hoon

wo khafa se hein ye Be janta hoon mein
un ki narazgi mein Be hai ik ada mein janta hoon !!
teri yadoon ke Bina koi lamha guzara nhin
ik pal nhin juB tumein hum ne pukara nhin

meri nakamiyun ka itna Be gham na ki jiye
agar app jeetey hein toh mein hara nhin

ye naqsh_e_dard kesey utara jayein chehrey se
mein ne aBi app ka gham dil se utara nhin

tere Bin yoon kat rahi darya_e_zindagi mein
kashti Be hai maaji Be hai kinara nhin

kar rakha hai jiss ne sarey ghar mein ujala
ansoo hein mera ye koi toota houa tara nhin

kiss ko galey laga ke royein namuraad hum
iss Bhari duniya mein apna koi sahara nhin

mareez_e_ishq hai tamanai khudkushi ka aB
gehrey hein dil ke zakham aur koi chara nhin!
khuaB aankhon sey aB koi chura ker ley jaye
qaBer k sookhey huye phool utha ler ley jaye

muntazir phool mein khushBu ki tarah hun kaB say
koi jhonkay ki tarah aaye urha ker ley jaye

ye Bhi pani hai mager aankh ka aisa pani
jo hatheli sey rachi mehndi churha ker ley jaye

main muhaBBat sey mahakta hua khat hun mujh ko
zindagi apni kitaaBon mein chupa ker ley jaye

khaak insaaf hai,naBeena Butoon key aagey
raat thaali mein charaaghon ko sajaa ker ley jaye

un say kehna k mein paidel nahi aaney wala
koi Baadal mujhay kaandhey peh Bitha ker ley jaye

Tumhain aBB Bhool hi jain to acha hai
Yeh faslay or Bhi Barh jain to acha hai

Tumhari chahatain hum ko nahi hasil
Too aBB ghair hi Bun jai to acha hai

Hummari to umer guzri hai teri chahat mein
Too iss aag mai na jalay to acha hai

Barsoon say thi duaa keh too meray sath ho
Kehta hoon kay aBB samna na ho tera to acha hai

Rehta tha teri muhaBBat ka saya hummaray sath
ABB to apni perchai Bhi na ho to acha hai

Raiza raiza hoo chukki hai rooh meri
Keh Baddan say aBB nikkal hi jaiy to acha hai