B SMS Messages22988 messages

janay kis liay pal main,
log Bhool jatay hain!!
zindagi ki yadoon ko,
Bay shumar wadoon ko,
khushguwaar Batoon ko,
sath guzri shamoon ko,
an ginat iradoon ko,
Janay kis tarah pal main
log Bhool jatay hain!!
pyar ki haqeeqat ko,
umar Bhar ki chahat ko,
rishtoon ki nazakat ko,
jazaBoon ki sadaat ko,
lams ki hararat ko,
dil sye dil ki rahat ko,
KAISAY BHOOL JATAY HAIN?
KAISAY BHOOL JATAY HAIN??
woh Barsaat
jis ke intizar main Bara maah guzre
kaali ghataa chaane ke Baad
poora samaa jhal thal ho gya
pattay Bheege
phoolon ne Bhi ghusal kia
per mere honton ko
us aek katray ki pyas rahi
jo teri zulf se ho kar
tere rukhsar pe Bahay
aur jaB wohi aek katra
teri ghulaB ki pankharion
se laBon per aa ke thehray
apni Barson ki pyas Bhuja loon
teri aankhon ko choom loon
tere sapno main ashiyana Bana loon
tere laBon ko choo loon
teri har Baat ammar kar doon
tere ghulaBi rukhsaron per chehra laga ke
kisi dhoop main chaon ki manind
umer guzar doon
tera wajood orh loon
kahe to zindagi tere naam kar doon
Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush HOon
MuhaBBat mar Chuki ABB To, Main use Bhool ker Khush hOon

Badalti raat Ki Wajha Se, TaBiyat kuch Bojhal Si hai
YuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoon

meray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOo
Yun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh hOon

tumhain kya wehem hai, kiun raat Bhar milnay nahin atin
aye meri neend ki pariyo, main use Bhool ker khush hoon

Bhala kiun rooz Baahain waa kiye mujh se milnay ati hai
tum us ki yaad se kehe doo , main use Bhool ker khush hoon

udasi saray ghar main phelti jati hai ghum Ban ker
dar-o-dewar per likhdoo, main use Bhool ker khush hoon
Sapne toot jate hai, apne rooth jate hai,Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jaB Bhi saath ho aap jaise dosto ka, tow raaho ke kaante Bhi phool Ban jate hai
Dil todna hamari aadat nahi,Dil hum kisi ka dukhate nahi.
Bharosa rakhna meri wafaon pe,Dil me Basa ke hum kisi ko
Bhulate nahi..
Ek Samundar hai k mere muqBil hai,
Ek Qatra hai k samBhala nahin Jaata.
Ek umr hai k guzarni hai tere Bagair
Ek lamha hai k Guzara nahin Jaata...!!
Meray saBar ka na lay imtehan
Meri khamshi ko sada na dey
Tu aziz dil-o-nazar say hai
Tu kareeB rag-o-jaan say hai
Meray jism-o-jaan ka yeh faisla
Kahin waqt or Barha na de
Tujhe Bhol k B na Bhula sakon
Tujhe chah k B na pa sakun
Wo Tarap jo shola-e-jaan mein thi
Meray tan Badan say lipat gae
Jo Bujha sakey tu Bhuja ise
Na Bhujha sake tu hawa na dey
Agar milay kaBhi fursatein
Meri tanhai sanwar dey
Yun judaiouy ki saza na dey
Kirdar say aari hoon meray sath na chal
Khud aap pey Bhari hoon meray sath na chal
Kahiin Bharam hi na hu jay tujh say tera khuda
Lal shulon ka pujari hoon meray sath na chal
Mein samandur hoon maojein hain meri tufan
Barhey zor say jari hoon meray sath na chal
Mein tu apni hasti Bhi dao pey laga deta hoon
Aik Barhum jawari hoon meray sath na chal
Do lafzon mein Bayan hoti nahi kahani meri
Thak gaya asman thak gae zameen
Par yadein na rukein ye thi meri zindagani
AB Badal gaye mausam
AB Badal gae rutein
Phir Bhi dhoonti hain muhjhay wo shamein
Siha kali
Mari mohaBat hay woh, koi majBoori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.
yah kuch kam hay kay Bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.
jaan qurBan mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.
aB to nikal kay ankhoon say yadoon main ja Basa woh.
yahi hay qurBat-e-chaahat, koi dori to nahi.
us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
Badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi.
keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.
dair karta hoon her kam main katay hain dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
keyoon sulgata hay apnay app ko ay Saadash
dil Bhi tara jan Bhi tari, koi tandori to nahi
KaBhi jo maazi main jhankoge
tumhain hum yaad aayenge,

kisi lamhe kuch jo sochoge
tumhain hum yaad aayenge ,

kaBhi yun hi akele main
Beet-e-dino ko soch ker

koi geet jo gungunaoge
tumhain hum yaad aayenge,

saB doston ki mehfil main
kisi shokh si Baat per

zer-e-laB jo muskuraoge
tumhain hum yaad aayenge,

zindagi ke kisi morr per
apne dil ki Baat ko

kisi se keh na paoge
tumhain hum yaad aayenge. ...!!!
tumhi ko dekhte rehna,
tumhi ko chahte rehna,
tumhi ko sochte rehna,
tumhi ko sunte rehna,
Buhat gehre khayalon main,
jawaBon main,
sawalon main,
muhaBat ke hawalon main,
tumara naam a jana mujhe acha sa lagta hai,
tumhare sang sang chalna,
wafa ki aag main jalna,
tumhein naraz kar dena,
kaBhi khud Bhi rooth jana,
tumhari Berukhi pe Bhi tumhari arzu karna,.
khud apne dil ki dharkan se tumhari guftago karna
mujhe acha sa lagta hai. ...........