B SMS Messages22988 messages

Jo khayal thay na qayas thay wohi log hum se Bichar gay
Meri zindagi ki jo aas thay wohi log hum se Bichar gay
Jinhein manta he nahi yeh dil wohi log hain mere humsafar
Mujhay har tarah say jo raas thay wohi log hum se Bichar gay
Mujhay lamha Bhar ki rafaqaton k azaB or sataen gay
Jo meri umar Bhar ki payas thay wohi log hum se Bichar gay
Yeh khayal saray hain arazi yeh gulaB saray hain kaghazi
Gul-e-arzoo ki jo Baas thay wohi log hum se Bichar gay
Jinhein kar saka na qaBool mein wohi shareek-e-rah-e-safar huway
Jo meri talaB meri aas thay wohi log hum se Bichar gay
Yeh raat din meray sath hain wohi ajnaBi k ajnaBi
Who jo dharkano ki assas thay wohi log hum se Bichar gay

Aaj rothay huway sajan ko Bohat yaad kiya
Apnay ujray huway gulshan ko Bohat yaad kiya
JaB kaBhi gardish-e-taqdeer nay ghera hai hamein
Gaisuay yaar ki uljhan ko Bohat yaad kiya
Shama ki joot pey jaltay huway parwano nay
Ek teray shula-e-daman ko Bohat yaad kiya
Jis k mathay pey nae suBah ka jhoomar ho ga
Hum nay us waqt ki dulhan ko Bohat yaad kiya
Aaj totay huway seeno ki Bohat yaad aei
Aaj Beetay huway sawan ko Bohat yaad kiya
Aaj sar-e-toor Bhi mayoos-e-tajali hi rahi
Aaj daar-e-yaar ki chilman ko Bohat yaad kiya
Mutmaen ho he gay dam-o-qafas mein sagar
Hum asseron nay nasheman ko Bohat yaad kiya
saB jaan ke Bhi mujhse vo Bhulaya na gaya
uske diye pyar ka koi Bhi nishaan mitaya na gaya
chaha Bahut maine ki dafan kar dun uski saB yaadein
vo tuti hui chudi vo Barsaat ki raatein,
vo aaine pe lipstick ka nishan vo mahoBaat ki Baatein
mujhse mere hi dil pe ye sitam dhaya na gaya
koi yaad uski or apni hateli se uska naam mitaya na gaya
WO DIL KI BATIAN ZAMANAY BHAR KO NA YON SUNATA .. MUJAA BATAATA
WO EK DAFA TU MARI MUHABAT KO AZMATA .. MUJAA BATATA

ZUBAN-E-KHALKAT SA JANAY KIA KIA .. WO MUJ KO BAWAR KARA RAHA HAI
AIK DAFA TU ANNA KI DEWAR GIRATA .. MUJAA BATATA

ZAMANAY WALON KO KIA PARI K SUNAIN HAL-E-DIL SHAKASTAH...
MARI TU ARZO THI.. MUJAA BULATAH.. MUJAA BATATA

MUJAA KHABAR HAI ANDAIRAY USAY CHUPKAY CHUPKAY NIGAL RAHAY HAIN
MAIN US KI RAHON MAIN APNAY DIL KA DIYA JALATAH .. MUJAA BATATA

SITAM KIA HAI MUNEER .. K US NA SHAHAR CHORA HAI KHAMOSHI SA
MAIN US KI KHATIR YA SARI DUNYA BI CHOR JATA .. MUJAA BATATA
HUM NA MANGA BI TU APNI BASAAT SA BARH KAR...
JO HAMARA NA THA..
USAY KAISAY HASIL KARTAY...
BAT WAFAON KI AGAR HOTI ...
YON NA HARTAY ALI..
KHAIL NASEEBON KA THA..
USAY KAISAY KAYAL KARTAY
Usay apnay dard ki fikar thi
Wo jo mera wakf-e-hal tha
Wo jo us ki suBh-e-urooj thi
Wohi mera waqt-e-zawal tha
Mera dard kaisay wo janta
Meri Bat kaisay wo manta
Wo to khud fana k safar mein tha
Usay rokna hi muhal tha
Kahan jao gay mujhay chor kar
Mein yeh pooch pooch kar thak gaya
Wo jawaB mujh ko na de saka
Who to khud srapa-e-sawal tha
Wo mila to sadion k Bad Bhi meray laB per koi gila na tha
Usay meri chup nay rula dia jisay guftagu main kamal tha
............BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka../
us ko Bhi Dil ka haal Bataya na jaa saka../
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera../
ek zakham Bhi us ko dikhaya na jaa saka../
jaB teri yaad aayi to koshish ke Bawajood../
aankhon main aanso''on ko chupaya na jaa saka../
kuch log zindagi main aise Bhi aaye hain../
jin ko kisi Bhi lamhe Bhulaya na jaa saka../
Bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho../
hum se to haal-e-gum Bhi sunaya na jaa saka../
woh muskura raha tha mere ru-Ba-ru magar../
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka../
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye../
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka../
Main khud gharz itna hoon k Bas yehi chahoon.../

Rahein hamesha MERI Muntazir TERI ankhein.../
mai rahi hoon rah-e-adam ka mujhe zindgi ki fikar nahi
mai ji raha hoon is ghari mujhe aglay pal ki khaBar nahi
mai Beta hoon hawaon ka mujhe koii Bhi pakar na sake
yunhi phirta hoon gali gali mera kahin pe koii ghaar nahi
sochta hoon kiya chal sake gain mere saath ehBaB mere
chala hoon aankh Band kar ke mujhe rastun ki khaBar nahi
mai kho gaya hoon khud say hi ,mujhe apni hi talash hai
chal raha hoon dhoop main mere sar pe koii AaBar nahi
mere pas yunhi Baithe raho mere dil pe hath dharo zara
mere dil ko thora karar do meri wehshatun ko saBar nahi
ye kitaB dil ki kitaB hai isse samajhte hain samajhne wale
ye falsafa hai muhaBBtun ka yahan koii zair-o-zaBar nahi ..............
apane haathon se yun chehare ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho
tum kaBhii meri tarah kar Bhi lo iqaraar-e-vafaa
pyaar karate ho to phir pyaar chhupaate kyon ho
ashk aankhon me merii dekh ke rote kyon ho
dil Bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho
in se vaaBastaa hai jaB meraa muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf haTaate kyon ho
roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho
milane aate ho to phir lauT ke jaate kyon ho
Wo silsily wo shoq wo nisBat nahi rahi...
AB zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi...
Tota hai jaB se us ki masihai ka talisam...
Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi...
Phir yon hua k koi shnasa nahi raha...
Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi...
Phir yon hua k ho gaya masroof wo Buhat...
Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi...
AB kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino...
Khud apne ap se B mohaBBat nahi rahi...
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum Bhi,
Gaye dinon main Bohat Ba kamal thay hum Bhi,
Hamari khoj main rehti thein titlyan aksar,
K apnay shehr ka husn-o-jamal thay hum Bhi,
Zameen ki goad main sir rekh k so gaey aakhir,
Tumharay hijr main kitnay nidhal thay hum Bhi,
Zaroration ne hamara zamer chaat liya,
Wagarna qaa’el-e-rizq-a-halal thay hum Bhi,
Hum ask ask Bikhartay rahay isi dhun main,
K zindagi main kaBhi laazwal thay hum Bhi!