Gile kagaz ki tarha hai jindgi apni,

koi jalata Bhi nahi or koi Bahata Bhi nahi,

is kadar akele hai raahon me dil ki,

koi satata Bhi nahi aur koi manata Bhi nahi
Zakhm aisa diya ke koi dawa kaam na aaye

aag aisi lagayi ke paani se Bhi na Bhuj paaye

Aaj Bhi rote hai unhe yaad karke

JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE
Kya pata tha vo Bhi itna pyar karke dil tod jaayega

itna pyar dil mein Bhar ke muh mod jaayega

ae Bewafa tu jis se Bhi dil lagaayega dekhna

vo Bhi aise hi tera dil tod jaayega

Teri Bewafaayi ka kissa jaB jaB yaad aayega

mere tan Badan mein ek aag si Bharkaayega

jo tu ne kiya koi dushman Bhi nahin aisa karta

dekh lena ek din tu Bhi Bohat pachtaayega

Dil Diya ye mere pyaar ki haad thi,

Jaan di ye mere aitBaar ki haad thi,

Mar kar Bhi reh gayee khuli aankhen

unke liye ye mere intzar ki haad thi.
Dilo me aarzu ke diye jalate rahenge,

Aankhon se aansu nikalte rahenge.

Tum shama Bankar dil me roshni to karo,

Hum mom Bankar uhee pighalte rahenge....
Sapne saare tod kar Beithe hai

dil ka armaan chod kar Beithe hai

na kijiye humse wafa ki Baatein

aBhi-aBhi dil ke tukde jod kar Beithe hai
Hadse Banke log yahaan mila karte hai

zakhm dene ke hi saaman diya karte hai

roz gir jaati hai deewar tere wadon ki

roz hi hum maut ke saaye mien jiya karte hai..
mukaam nahi milta,

Jisko jee Bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta,

Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan Bhi Bikhrte rehte hai,

Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharBaan nahi milta
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,

Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,

Hoti hai kitni takliff kaBar ke niche,

Yeh upar se phool charane wale kya jane.