Ankh SMS Messages1253 messages

¤Chehre pe mu$kaan ha¡
Ankhon me¡n gham ha¡
Awaaz me¡n khu$h¡
D¡l me¡n dard ha¡
Jeene me¡n $an$ ha¡
Z¡ndag¡ me¡n $ehna ha¡
$apno me¡n umeed ha¡
Haq¡qat me¡n tanhay¡ ha¡
$hayad yah¡ mer¡ k¡$mat ha¡¤....
*. . .bohjal c Ankhein haseen sa os ka wo chehra,

ehsan os ka tha ya dhoka apni nazron ka. . .*
anchal tari yadoon ko bhigo deti hai barish
socho py jamii gard ko dhoo gati hai barish

hans hans k sunati hai jahan bhar k fasany
pocho mey jo tera bary mey tu ro deti hai barish

lagty hain pyare mari Ankhoon ko yeh manzer
yadoon ki mahak ho ya tere hijar k tanay
chup chap main rakh leta hoon jo deti hai barish

muj par to jo karti hai so kerti hai inayat
moti tera baalon mein piro deti hai barish
wo muhabat hai meri koi majbori to nahi
wo mjhy chahy ya mil jay zarori to nahi
ya kia km hai k basa hai meri Ankho ma
wo rahy meri nazro k samany ya zarori to nahi
"Na wajood apna, na rooh apni
Bas ik tamasha yeh zeest thehri
Na dil lagi main sakoon paya
Na aashqi main qarar paya
Na wasl lamhay hi raas aaye
Na firaaq hi ghum guzaar paaye
Ajab yeh chahat k marhalay hain
Na jeet paaye na haar paaye
Na hi yaadon ki dhund utri
Na dil k daaman ko jhaar paaye
Na aAnkhain khawabon ko dhoond paaien,
Na khawab aAnkhon ko dhoond paay'"
Acha dost “Hath” aur “Ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jab “Ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.

Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

Kabhi kabhi in Ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Wo Ankh bohat payari thi jo hum ne us ko mari thi
Wo joti bohat bahri thi jo us ne hume mari thi
Hum to muft main e pit gaye Ghalib
Hamain to Ankhon ki bimari thi.
AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,

Dard seene mein chupa lete hein,

Dil ki mehfil main ujaalon k liye,

Yaad ki shama jala let hain,

Jalte mausum main bhi ye DEEWANE,

Kuch haseen phool khila lete hain,

Apni aAnkhon ko bana kar ye zubaan,

Kitne afsane suna lete hain,

Jin ko jeena hai Mohabbat k liye,

Apni hasti ko mita lete hain,

AHL-E-DIL youn bhi nibah lete hain,

Dard seene main chupa lete hain...
Ulfat Me Kabhi Yeh Haal Hota Hai
AAnkhe Hasti Hain Aur Dil Rota Hai
Maante Hain Jinhe Hum Manjil Apni
Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai!
Terey Chehrey K Naqoosh Aisey Hain
AAnkh Uthata Hoon! Bhatak Jata Hon
Teri AAnkhon Se Terey Honton Tak
Safar Itna Hai Keh Thak Jata Hoon
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe

Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe

Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri AAnkh Ne Parkha Nahi Mujhe

Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To AAnkh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?
Rukhsaar ka Pata nahi, AAnkhain to khub hain.......
Didaar abhi naqab se aagay brha nahi