EID TO NAAM HAI DIL KI KHUSHI KI REET KA
JAB DIL MAIN KHUSHI NA HO PHIR KIA MAZA EID KA
AnkhON KO AGAR AB KAY BARAS HOJAYE TUMHARI DEED
PHIR DIL KO MAZA AYE GA AB KAY BARAS KI EID KA
AASMAN KI TARAF UTHAY TU BHAAB
AASMAN SE NEECHAY AAY TU BARISH
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO SHABNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AAnkhOON SAE NIKLAY TU AANSU
Achy Dost
"HATH" Aur
"Ankh" Ki Tarha
Hotey Hain, Jab
"HATH" Ko
Taqleef Hoti Hai To
"Ankh" Roti hai.
Auur jab "Ankh"
Roti hai to
"HATH" ansoo
Ponchta hai.
yun rooth jana acha nahe lagta,
yun tarpna acha nahe lagta,
mairey dil main jo baat ha,
mairi aAnkhoon sey chura lo,
mujay har baat btana acha nahe lagta...
Bhool jayen hum tujhe ye justuju karte rahe,,,,,,
Aur dil hi dil main teri aarzu karte rahe,,,,,,
Zindagi bhar aap ki khatir ye aAnkhe nam raheen,,,,,,
Zindagi bhar aansuon se hum wazoo karte rahe.......
ajj jab humne bandh ki apni annkhain
tou app sab say zyada khush nazar aye
agar yehi tarekia hai app ko khush dekhne ka
tou dua hai yeh Ankhain hamesha k liye band ho jaye