Ankh SMS Messages1253 messages

Suno ... !

''MOHABBAT" Yun Nahi Hoti

Kisi Ka "NAAM" Lene Se

Kisi Ko "THAAM" Lene Se

Kisi k "PAAS"Jane Se

Kisi k "DUUR" Jane Se

MOAHBBAT Ka Janam Nahi Hota

Jab Tak Dilo'n Ka "MILAN" Nahi Hota

Suno ... !

"MOHABBAT" Yun Nahi Hoti

Ye "RABTA" Hy Dil Se Dil Ka

Ye "NAAM" Hy Betarteeb
"DHARKANO'N" Ka

MOHABBAT Tou AAnkho'n Se
"BAYAN" Hoti Hy

Ye Tou Dil Ki "ZUBAAN" Hoti Hy

Suno .. !

"MOHABBAT" Yun Nahi Hoti ... !
Hichkiyan dila kr ye kesi uljhan mai dal rahe ho.
Ankhen bnd hain pher b nzr aa rahe ho..
km se km itna batado hmain...
yad kr rahe ho ya apni yad dila rahe ho..?
Rutha jo pyar hum se Dubara nhi mila,
Kya bewafa tha shakhs Dubara nhi mila,

Ik bar aa gya tha sailab aAnkh mein,
Darya ko us k bad kinara nhi mila,

Mujh ko bhi raas ata nhi Dusra koi,
Usko bhi mere jesa sahara nhi mila,

Barson se phir rha tha jis ki talaash mein,
Wo mil gya to us se sitara nhi mila….
meri Ankhon me sawan ki jhari rehti hai
jese koi kashti darya me khari rehti hai
dekh teri yad me kitna madhosh hon main
duniya ko meri or mujhy teri pari rehti hai
Ab To AAnkhon Me Sameti Nhi jati Koi Surat MOHSIN
KAASH Me Ne Usay Ghour Se Na Dekha Hota
Koun Si Cheez Dil Ke Bas Mein Nahi
Dil Magar Apni Dastaras Mein Nahi
Kab Se AAnkhain Talaash Karti Hain
Ek Din Jo Kisi Baras Mein Nahi
Ham ko maloom hai kaya dast e hinaie de ga
qurb boyen ge to fasl e judaie de ga
aAnkh neelam ki jism kaanch ka dil pather ka
apny shaahkar ko kon itni safaie de ga
Dono aAnkho mein ashq liya karte hain,
Hum apni neend mein tera naam liya karte hain.

Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain,
Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain…
Har Lamha apse milne ki arzo kyo hai
Is qadar apko sochne ki adat kyo hai
Har Pal Ankho main rehti hai ap he ki surat
Phir b bar bar apko daikhne ki hasrat kyo hai
Khuwabon Ki Ek Basti Thi
Ek Larki Us Main Rehti Thi

Apne Ghar K Angan Main
Kuch Sapne Boya Karti Thi

Apne Kamre Ki Khirki Main
Bondon Se Khela Karti Thi

Sab K Samne Hansti Thi
Chup Chup K Roya Karti Thi

Khud Hi Khud Se Kehte Rehna
Dosto Se Kuch Na Kehti Thi

Chand Ko Ghante Takte Rehna
Phir Khud Se Batain Karti Thi

Dekhne Wali Sab Ankhon Ko
Chand Ka Tukra Lagti Thi

Jab Toot Chuki To Sab Ne Jana
Wo Pyar Kisi Se Karti Thi
il k lut jane ka izhar zrori to nai
ye tamasha sar-e-bazar zrori to nai
muja tha ishq teri roh se or ab b ha
jism se koi srokar zrori to nai
me toje tot k chahon tu meri fitrat ha
to b ho meri talabgar zrori to nai
ay sitam kash zara jhank meri Ankhon mein
zuban se pyar ka izhar zrori to nai
ek teri khushi me apni jan war don
jeti hoi bazi ek pal me har don
teri Ankhon me anso hum se dekhy nahe jaty
jo dy tujhy gham uski dunia ujar don