Ankh SMS Messages1253 messages

Sardar Ankhain band karky Ayena (mirror) ke samny khara hogia
.
Bewi ne pocha; Yai kia kar rahy ho?
.
Sardar: Daikh raha ke mai sotay howe kesa lagta hon
Anmol Ankhon Mein Jo Tahreerain thi

Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K Aashiq

Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha

Ye Uss Ka Haq Tha

Lakin

Wo B Hum Ko Toot K Chahe

Hum Itne Anmol Na Thay...!


Jagti aAnkho me ek khuwab aaya,
koi humdard hai mera yeh khayal aaya.
chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya,
kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz,
Lakin nami Ankhon ki kehti hai “mujhe tum yaad aate ho
Buhat Chup chup Se Rehtay Ho Na Bantay Ho,

Sanwartay Ho Na Koi baat Kertay Ho Bhari Mehfil Main Bhi Akser Humesha Khoye Rehtay Ho

Udassi AAnkh Main Le Ker Her ik Chehray Ko Taktay Ho

Koi jab Yaad Ata Hai To Thundi Aah Bhartay Ho
To Khul Ker Kion Nahien
Kehtay Kisi Se Payar kertay ho

Kahien Dil Chorde Aye
Ho ??????????
nend aati hi nahi aAnkhon ki dehlizon tk
khali reh jata h aksar ye makan sham ke bad
jb ksi bhule hue dukh pe nazar per jae
ashk ho jate hn aAnkhon se rawan sham ke bd

Dosti Kro College wali se
Dosti kro college wali se, Ishq larao office wali se, Flirt kro pros wali se, Pyar kro dilwali se, Ankh larao sali se, aur maar khao ger wali se.
suno logon
meri aAnkhain kharido gey??
mujhey ek khuwab ka tawaan bharna hai
ek esa khuwab tha jo jaagti aAnkhon ne dekha tha
magar dekhey huwey us khuwab ki tabeer ulti thi
nahi shikwa kisi se,apni he taqdeer ulti hai
jo ab tak ho chuka hai mujhko wo nuqsan bharna hai
ab aAnkhain bech ker he,
khuwab ka tawaan bharna hai
SUNO LOGON
meri aAnkhain kharido gey??
raat chup hai par chand khamosh hai

kaise keh doon k aaj phir hosh nahi

aisa dooba hoon main tumhari aAnkhon mey

haath mey jam hai par peene ka hosh nahi
Nashili aAnkho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar Ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn Ankhon se Ankhen,
suna hai wo Ankho se apna bana leite hai..
Uski aAnkhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aAnkhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai...