Ankh SMS Messages1253 messages

Kya Aap Janty Hain

2 Ankhon K Drmyan Kya Rishta Hai?

Jub Dekhti Hain To 1 Sath Dekhti Hain

Jub Muskrati Hain To 1 Sath Muskrati Hain

Jub Roti Hain To 1 Sath Roti Hain

Jub Band Hoti Hain To 1 Sath Band Hoti Hain

Jub-K Dono Ne 1 Dosry Ko Dekha Tak Nahi
Kisi nazuk se lamhay main..

Kisi din shaam se pehle...

Agar main chupke se tere kaanon main yeh keh doon...

Ke mujhe tumse mohabbat hai...

To tum naraz mat hona...

Faqat itna tum karna...

Mujhe baahon main le ke tum...

Meri aAnkhon main aAnkhain dal kar...

Mere baalon ko sehla kar...

Bas itna keh dena...



TUM PYAR ke laayaq nahin...
"PHOOL"
Khushboo k liye

"PIYAR"
Nibhany k liye

"AAnkhEIN"
Din churany k liye

Or yeh Msg Ap Ko

"MERI YAAD"
Dilany k like.!
zindagi ke din kaise bhi hoon guzar jayein ge,,,,ek din hum bhi chupke se mer jayein ge,,,,aaj rehte hain aap ke dil mein yaad ban ker,,,,kal ansoo ban ker Ankhoon se nikal jayein ge...
ROSHNI" kab kam hui pata na chala. "KHUSHI"kab gum hui pata na chala. Tumhari "YAAD" me khoye kuch is tarah. "AAnkh" kab nam hui pata na chala...
kabhi chanda ki nagri say koi pegham aye to
kabhi taroon ka honton per kisi ka naam aye to
kabhi tareek shab main koi jugno jagmagata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab saans say uthta dhuan mehsoos hota ho
ajab si aanch pe haar karuan mehsoos hota ho
to uss ki pyar ki barish main tan man bheg jata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi raaton ko uth uth kar bohat bechain hoti hoon
agar jo letna chahon to bas takiye bhigoti hoon
koi ruthi hui shab neend ki pariyan bulata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab titliyon k pAnkh bhi be rang ho jayen
meri saari baharain bhi khizan k sang ho jayen
tabhi ek aas ka panchi dar e dil khatkatata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai
K zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein
Guzarnay pati tu shadab ho bhi sakti thi
Yeh teragi jo meri zeest ka muqadar hai
Teri nazar ki shuaon mein kho bhi sakti thi
Ajab na tha k mein begana alm ho kar
Teray jamal ki ranaeon mein kho rehta
Tera gudaz badan teri neem baz Ankhein
Inheen haseen fasanoon mein mehav ho rehta
Pukarteen mujhe jab talkhiyan zamanay ki
Teray labon say halawat k ghoont pee leta
Hayat cheekhati pherti barehna sir aur mein
Ghaneri zulfon k saya mein chhup k jee leta
Tumhara hamara rishta to aAnkhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aAnkh ro deti hai, Aur agar aAnkh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai
Udas tuje dkhne se phle ye Ankhen na rhen,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhen.
Agar gum hi du tuje to teri zndgi mein,
main kya meri yaadein bhi na rahen.
Na rahi aaj wo apni kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aAnkho ka
paani...
Dil kitna majboor hai,

aAnkho se neend door hai.

Jis se milna chahte hai hum

wo humse koso door hai.

Aye hawa ye to bata

kya meri tarah wo bhi majboor hai?
Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar kar roye bohot hai hum.

woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar kar roye bohot hai hum.

laut aye to ahin us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say a kar kar roye bohot hai hum.

jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar kar roye bohot hai hum.

jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar kar roye bohot hai hum.

kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar bacha kay kar roye bohot hai hum.