Ankh SMS Messages1253 messages

ZUBAN KHAMOSH AAnkhON MEIN NAMI HOGI,


YEHI BAS EK DASTAN-E-ZINDAGI HOGI,


BHARNE KO TO HAR ZAKHAM BHAR JAYEGA


KAISE BHAREY GI WOH JAGAH JAHAN TERI KAMI HOGI.
Door reh kr pas rehny ki adat hy.

Yad ban kr Ankho sybehny ki adat hy.

Kareeb na hoty huey b kareeb pao gy

.Mujy ehsas ban krrehny ki adat hy.
Dil pay ye qyamat karna muskurate huwe rukhsat karna,

Achi Ankhen jo mili hai usko kuch to lazim hoga wehsht karna,

Jurm kis ka tha saza kis ko mili kya gayi baat pe hujjat karna,

Koun chahega tumhe meri tarah ab kisi say yun mohabat karna,

Dil ka darwaza khula rakha hai waqt mil jaye to zehmat karna . . .
khuwab k phoolo ki tabeere kahani ho gayen khoon thanda pr gya Ankhen purani ho gayen Jis ka chehra tha chamkte mousamo ki AArzoo uski tasweren bhi aur aAnkhe khizani ho gayen dil bhr aaya kagaz khali ki surat dekh kar Jinko likhna tha wo sub batain zubani ho gayen Jo muqadar tha usay to rokna bus me na tha unka kya karte Jo batain na gahani ho gayen Reh gya dil me rang yaad e raftagan phool mehnge ho gaye qabrain purani ho gayen . . .
mein roi tu nahi hoon"
na jana kyon mera kaajal
jab bhi dalo Ankh mein
ab aksar phale jata hai
mein roi tu nahi hoon......


tum tu janatay ho in dinoon
boht hi thand hoti hai
tab hi hai naak surkh mere
mein roi tu nahi hoon........


kaha tu hai youn hi bus
bheega hai anchal k kona
choro tum fikar mat keroo
mein roi tu nahi hoon.......


nahi,odass kab hoon mein?
ziada kaam k bays
thaka-wat ho hi jati hai
mein roi tu nahi hoon..........


eid aye hai , wo ab bhi
nahi ata tu na ay
ab is ki yadd mein dekho
mein roi tu nahi hoon........


bata dena is ko ja ker
kahin khoosh-fahmi na koi palay
waisay hi surkh hain Ankhain
mein roi tu nahi hoon..........
chaloo ik nazam kaihtay hain
sub hee bay noor sobhoon per
sub hee bay rang shamon per
jinhain hum dil pai saihtay hain
chaloo ik nazam kaihtay hain


ju kal tuk khosh goomaa say thay
wo ab kyon bad goomaa say hain
in hee socho main raihtay hain
chaloo ik nazam kaihtay hain


bojha sa ajj hay dil bhe
tabeeyat bhe hay bojhal see
or ashak Ankhon say baihtay hain
chaloo ik nazam kaihaty hain ...
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , AAnkhain ,
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, AAnkhain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,AAnkhain,
Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,
Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain AAnkhain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,
Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain AAnkhain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain AAnkhain,
Mana Ke Neend Aati Hai , AAnkhon Hi Key Rastey ,
Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain AAnkhain,
Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , AAnkhon Ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain AAnkhain
Wo meri Ankh ka Sapna hai agar wo Smjhy
Wo meri Zaat ka Hissa hai agr wo Samjhy,

Ho nai skti juda phool se Khushboo Jesy
Sath hamary b kuch aisa hi agr wo Samjhy,
Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo
Us ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karo
Maine kaha ke zahen pe rehta hai bojh sa
Us ne kaha ke chhup ke kahin roya karo

Maine kaha ke tere khuwaab jaga dete hain
Us ne kaha ke raat ko socha na karo
Maine kaha ke raat ko neend nahi aati
Us ne kaha ke sone ki koshish kiya karo

Maine kaha ke dost nahi denge saath mera
Us ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karo
Maine kaha ke Dil main teri yaadein hain
Us ne kaha ke Dil ko samjhaya karo

Maine kaha ke tere milne ki umeed hai
Us ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti hai
Maine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongi
Us ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo...
Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k liye laal hari chooriyan khareedtay ho?
main kehta hon ab kisi ki kalai pe yeh rang acha nahi lagta.

Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k anchal ko aakash likhtay ho?
main kehta hon ab kisi kay aanchal main itni wosaat kahan hai..

Woh kehti hai k kia mere baad kisi larki se muhabbat howi hai tumhai?
main kehta hon, muhabbat sirf larki per mushtamil nahi hoti.

Woh kehti hai k janan! lehjay main bohat udaasiyat si hai?
main kehta hon k titliyon ne bhi mairay dukh ko mehsoos kiya hai.

Woh kehti hai k kia ab bhi mujhay bewafa k naam say yaad kartay ho?
main kehta hon k mairay nisaab main yeh lafz shamil hi nahi.

Woh kehti hai k kabhi mairay zikar per ro bhi laitay ho gay?
main kehta hon k mairi Ankhon ko har waqt ki phoowar achi lagti hai.
Yaadon mai usi ki yaad hoti hai,

Meri Ankho ko usi ki talash hoti hai,

Kuch tum bhi dua kia karo dost,

Suna hai dosto ki dua mein farishto ki fariyad hoti hai
Dua Ki Sorat Mai teri Khatr,

Jo Mere Honto Se Lfz Nkly,

Jo Meri Ankho Se Ashk Nkly,

Unhi K Bdly Mai Ay KUDHAYA

Jb B us Ka Naseb Lkhna"UROJ" Lkhna,

kmal Lkhna,

Kbi Na Hrf-e-ZWAL Lkhna.