Ankh SMS Messages1253 messages

Batao wo AAnkhe jinme Khwab nhi hai..
Batao wo Dil jisme Armaan nhi hai..
Batao wo Insaa jo pareshan nhi hai..
Ya sirf,batado wo Jameen jaha Aasman nhi hai..
Wo Day Raha Hai Dilasay To Umar Bhar K Mujhay,
Bichar Na Jaye Kahin Phir Udaas Kar K Mujhay,


Jahan Na Tu Na Teri Yaad K Qadam Hongay,
Dara Rahay Hain Wohi Marhalay Safar K Mujhay,


Hawa-E-Dasht Mujhay Ab To Ajnabi Na Samajh,
K Ab To Bhool Gaye Raastay Bhi Ghar K Mujhay,


Dil Tabah Teray Gham Ko Taalnay K Liye,
Suna Raha Hai Fasanay Idhar Udhar K Mujhay,


Qaba Zakham Badan Par Saja K Nikla Hoon,
Wo Ab Mila Bhi To Dekhay Ga AAnkh Bhar K Mujhay,


Kuch Is Liye Bhi Main ussay Bichar Gaya "Umer"..
Wo Door Door Say Dekhay Theher Theher K Mujhay...
Meri Raatain teri Yaadon Se Saji Rehti Hain,

Meri Saansain Teri Khusbu Main basi Rehti hain,

Meri AAnkhon May tera Sapna Saja Rehta Hai,

Haan Meray Dil May Tera Aks Basa Rehta hai,

Is Tarah Meray Dil K Bohat pass Ho Tum,

Jiss Tarah Pass Sheh-Rag K Khuda Rehta hai.../
Ankhon Se Kyo Aansu Jhalak Jate Hain,

Tanhaiyo Me kyo Gam Yaad Aate Hain.

Aansu Ponch Kar Koi Ye To Bata De Hume,

Rulane Wale Hi Aksar Kyo Yaad Aate hain.
khud apnay liye beth ker sochein gay kisi din
yun hai k tujhay bhool ker dekhein gay kisi din

bhatkay huay phirtay hain kai lafz jo dil mein
dunya nay diya wqt to likhein gay kisi din

hil jaein gay ik baar to arsh k dar o baam
ye khak nasheen log jo bolein gay kisi din

jati hai kisi jheel ki gehrai kahan tak
Ankhon mein teri doob k dekhein gay kisi din

khushboo say bhari shaam mein jugnoo k qalm say
ik nazm teray wastay likhein gay kisi din

soein gay teri aAnkh ki khalwat mein kisi raat
saye meinb teri zulf k jagein gay kisi din.../
Ek raat wo mile khwab mein,


hamne pucha kyon thukraya aapne.


Jab dekha to unki aAnkho mein bhi aansu the,


phir kaise puchte kyon rulaya aapne
Kaash Koi Samjha Daita ...


Guftugo Ke Lamhon Main
Dekh He Nahi Paatay
Ham Tumharay Chehray Ko
Tum Hamari AAnkhon Ko
Aaj Aisa Kartay Hain
Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
Baat Chor Datay Hain


Jaane Kiya Lamha Hoga
Jab Ye Hath Hathon Say
Gar Kabhi Juda Hoga
Aaj Aisa Kartay Hain
Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
Hath Chor Datay Hain


Kash Koi Samjha Day
Loag Kis Tarah Dil Ki
Manzilain Alag Kar Kay
Saath Chor Datay Hain
Aaj Aisa Kartay Hain
Bey-sabab Bikhartay Hain
Zaat Taur Datay Hain...
KiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
kiTNi bAtAiN kEhNi hEiN,
tErA hAtH pAkAr kAr rOnA hAi,
tEri aAnkhOn mEiN kHoNa hAi,
pHiR aAnkhOn sEy kUcH kEhNa hAi,
oR lAfzOn nEy chUp rEhNa hAi,
aAnSu bHi tO ziDd kArtAy hEiN,
INhAiN tErAy sAmnAy bEhnA hAi..!
kiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
KhUwAbOn kI eK pArchAi mEiN.../
woh to nahi mil saka ab royen kia rulayen kia..
jisko khaber hi na ho iss dil ki usko haal baatayen kia...
usnay chaha bhi to woh main na thi...
apni kismut pay ansoo bahayen kia...
barish ki in bundon main Main saray ansoo baha daloon...
kay jub dil hi toot chuka ho to Ankh main ansoo bachayen kia
majburiya hamari wo jaan na sake
farmano ko hamare wo maan na sake
kehte he wo hame mar kar bhi chahenge
jite ji hame jo pehchan na sake
nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune
hume hi shouq tha aAnkhe zara bhigone ka
bahut aziz thi aAnkhe meri jise kal tak
sabab bhi poochne na aaya mere rone ka
Ankhen thi kahan itni sharabi pehle

Chehre the kahan itne kitaabi pehle

Aaina zara dekhiye boson ke baad

Kya hoth the itne hi gulabi pehle.
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aAnkho mein jo apna hota hai khuli aAnkhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!