Ankh SMS Messages1253 messages

Boht he Maan hy tum par,
SUNO paas-e-wafa rekhna,

SABHI se tum milo lekin,
ZARA sa fasla rkhna,

BICHARNA b to parta hy,
Zara sa hosla rkhna,

WO sarey wasl k lamhey,
TUM Ankhon mn saja rkhna,

ABHI imkan baqi hy,
ABHI lab pe duaa rkhna,

BOHT nayab hyn dekho,
HUMAIN sab se juda rkhna,.
Jo Manzar Ek Bar Guzar Jate Hain Nigah Se
Phir Dhoondti AAnkhoon Mein Wo Manzar Nahi Aate
Khuch Log Kisi Baat Per Ate Nahi Hain Yaad
Khuch Log Kisi Tor Bhulaye Nahi Jate
MUJHE YAAD KAR ....MUJHEY YAAD AA!!

koi mujh ko aise daleel de
k mei toot kar tere naqsh
Ankh ki putlio-on se mita sako
koi mujh ko aise daleel de
k mian dil se teri
rfaqatoo ko bhula sako
koi mujh ko aise daleel de
k main umar bhar
teri yad ka koi jashan b
na mana sako
ager aise koi daleel hai
tu phir azma
jo nahi tu phir
MUJHE YAAD KAR ....MUJHEY YAAD AA
MUJHE YAAD KAR ....MUJHEY YAAD AA
Bhujay bhujay say ajeeb din hain
Khuwab hai na khayal koi
Na mnzaron mein koi kashish hay
Na mosamon mein jamal koi
Hum aik doojay ko apni apni
Adhoori Ankhon say dekhtay hain
Hamari barson ki chahaton par
Utar raha hai zaawal koi
Jo hasna chahein tu ashk niklein
Jo rona chahein tu hanstay jaein
Hamary jazbaat girvi rakh kar
Bana raha hai missal koi
Manzil-e-gham ki fazaon say lipat kar roo loon
Teray daman ki hawaon say lipat kar roo loon
Jam-e-maaey peenay say pehlay mera jee chahta hai
Bikhari zulfon ki ghataon say lipat kar roo loon
Zard ghunchon ki nigahon mein nigahein daloon
Surkh phoolon ki qabaon say lipat kar roo loon
Aanay walay teray rastay mein bichaon aAnkhein
Janay walay teray paaon say lipat kar roo loon
Apnay majboor taqadus k sahary sagar
Deer-o-kabah k khudaon say lipat kar roo loon
Is Se Bhar Kar Apnay Itezar Ki Kya Misaal Doon

FARAZ

K Marne K Baad Bhi Ankhain Khuli Raheen
Thi Is Qadar Ajeeb Musafat K Kuch Na Pooch

AAnkhai''n Abhi Safar Main Theen Aur Khwab Thak Gaye
Subah Hoe To AAnkhain Aisay Neend Se Bojhal Thin

FARAZ

Jaisay Koi Jag Raha Tha Mujh Main Sari Raat
kuch log khatoot ki tarha hoty hain
k bar bar parhney ko dil karta hai
or kch log ashkon ki tarha hoty hain
k sijdy me sir jhukaty hi Ankhon se tapak party hain
Mairy marnay kay baad mairee Ankhan kholee rahe

FARAZ

q kay mujy adatt see ho gaie thee tary intazar ki
Yun daikhtey rehna usey acha nahi Muhsin. !
Woh kaanch ka paiker hai to pathar teri AAnkhain
nazar uthaa kabhee gham ke siyaah-khaano''n par.
isee andhere ko aAnkho''n kaa noor hone de,