1 larki valentines day per dukandar say: "aisa card hei jismei likha ho k mei tumse aur sirf tumse pyar kerti hun"
dukandar: haan hai..
girl: 2darjan pank kardo...
Boy:I love u
Girl:Me too
Boy:Tum mujhe kitna pyar karti ho?
Girl:Jitna tum mujhe karte ho
Boy: U cheater..
main samjha tum waqai mujh se pyar karti ho?
"Ek idea jo badl de apki duniya..............:P Agar lyf me kabhi aapse koi mistake ho jaye... To 2 min. apni aankhen band karke... . . ... . . . . . . . socho k... Iska ilzaam kispar lagaya jaye.............................:P:p
''True Bayghairti is:To arrive home late at Night,Cigarette in hand,Mom waiting 4 u With aJHAROO in her hand & u ask:"Hey Mom Abhi Tak Safai Kar Rahi Ho?"''