1 Boy:Yar larkion ko “I love you”
kehnay ki sub se achi jaga kon si hai?
2 boy:Mazaar
1Boy:woh kion?
2boy:kion k wahan unke paon mein chappal nahin hoti.
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->