MunnaBhai: Yaar yeh kutte poonch kyon hilate hain? Bole to dog tail shaking WHY?
Circuit: Common sense Bhai! Ab poonch kutte ko to nahin hila sakti hai na.
Ek Shrabi Bus Men Sawar Hua To Seat Pr Bethay Molvi Ne Kaha:
Tum Jahanum K Rasty Pe Ja Rahy Ho
Sharabi Chillaya:
Roko Roko Men Ghalat Bus Men Baith Gaya ;->