''aaj subeh mujhe chirhion ki awazain kuch ziada he ache leg rehe then,
pool kuch ziada he khobsorat leg rehe the,
fiza b kuch mehki mehki the,
mene dunia se pocha:
aaj quen tujh man esahusun he?
wo boli:
aaj sms perhne vala zinndagi men pehli br nhaia hai.''
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri.
wife:Suniye zara aap kitchen se garam masala le kar aaien
Husband:magar yahan to nahi ha
Wife:mujha pata tha apko nahin mila ge is liya main pehle ley aai thi