Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Son:Mujhe circus dekhna hai.
Papa:I M busy
Son: Waha 1 ladki chote-2 kapdo me
cheete pe sawari karti hai
Papa: Chalo chalte hai,
kaafi dino se cheeta nahi dekha