45 Saal ka aadmi

45 Saal ka aadmi
45 Saal ka aadmi Larki
dekhne gaya
Larki ki maa be-hosh ho
gai

Jab hosh aaya
Tou waja poochi !!

Tou Maa boli 25 saal
pehle Ye mujhy bhi
dekhny aaya tha ... ;->
  

May, 13 2010     175 chars (2 sms)     3472 views       Funny

more Funny SMS Messages

1st day ur friendship was like a drop

2nd day its like River

3rd day its like Sea

4th day its like an Ocean

NowIts like sunami


HELP!

HELP!

HELP!
1 Angraz Pakistan Aaya Urdu Sekhne. Kuch Arse Baad Wo Wapas Gaya To Logo Ne Kaha K Kya Sekha?





Angraz Bola:

"Bijlee Chale Gaye

Bijlee Agai"
1admi apne(14) bachon k 7 Zoo gya..
guard se kha hamen wo genda dikhao jis k 8 baçhe hain!
kuçh dair baad guard aya or kaha ap yahin theren genda apko dekhne aarha hai... ;->
Bijli gai
10 baj gay
Bijli aai
11baj gay

Phir gai
12baj gay
Phir aai
1 baj gya

Phir gai
2 baj gay
Phir aai
3 baj gay

dis time check is brot 2 u by
WAPDA ;->


Teacher:

"Qarz-e-Hasna kisay kehte hain"?


Pathan:

"Jab Qarz denay wala paise wapis mangay, aur qarz Lene wala HANS day, to usay Qarz-e-Hasna kehte hen"!


nEw mEaNiNg oF SMS

SMS=Sania Mirza Shadi
SMS=Shoaib Malik Shadi

tHeY bOtH HaVe sAmE NaMe''s sHoRt fOrM

SM=Sania Mirza
SM=Shoaib Malik

may ALLAH bless us ;->
Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
''Samandar k Kinare Baitha Hon FARAZ!

Kabhi na Kabhi to Leher Aaye Gi

Qismat Badle ya Na Badle

Kam az Kam

Chappal to Dhul Jayegi. :-)''
Dekh Ke Roop Tera Suhana

Yaad Agaya Dadi Amma
Ka Khil Khilana

Itni Ho Gayi Ho Tum Purani

Ab To Bas Kardo...



Ladko Ko Patana...

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge Qawali...

Zong! 1st Sep Se Balance Check Karne Per Charge Laga Riaaa Hy

Jazz! Gaon Mei Ghanta Package Per Degree Bant Riaaa Hy

Ufone! Her Hafte Naya Ad Bana Riaaa Hy

Warid Glow! Feel Free Ka Nara Laga Riaaa Hy

Telenor Djuice! Tou Din Aur Rat Ko Ek Bana Rahaaa Hy

Bankey Mian Ki Qawali Hy Sab Se Nirali

Koi Sun''ne Ya Na Sun''ne Hum Tou Gaaye Ge
Qawali... =P ;->
Raks Kerti Hy
Gardish-e-Dauran








Dar Khuley Hyn
Sharab Khano''n K








Chai Peeney Ko Ab
Kahan Jaye''n








Band Hotel Huey
Pathano''n k ... ;->


Akeli Ja Rahi Thi Zndagi
In Mushkil Raaho''n Pr

HAIRAN

PARESHAN

UDAAS

THAKI Hui

Phir

Ek Morr Pr Aap Mily
Aur Bachi Hui Zndagi









Ki b WAAAT Laga Di ;->