Phela parrot Rs 5000 ka hay kiyon ke ye computer janta hay, doosra Rs 10000 ka kiyon ke ye computer aur driving dono janta hay Aur ye teesra Rs 700000 ka hay.
Man: Teesra kia karta hay jo itna expensive hay?
Shopkeeper: Mein ne iss ko kutch kartay nahin dekha lekin pehlay do iss ko BOSS kehtay hain.
A Friend Gives A Barrel Full Of FEVICOL To His Friend On His Birthday.
What Does This Friend Who Receive The Gift Sing ???
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Dushman Na Kare Dost Ne Woh Kaam Kiya Hai
Umra Bhar Ka GUM Humai''n Inaam Diya Hai ... ;->
Mom:"Beti Bari ho kar kya karogi?"Beti:"Kuch nahi..Maa banongi,Parhoon gi,Shaadi karon gi...or kya?"Mom:"Jo karna hai karo par zara TARTEEB sahi rakhna".
Aik molvi ki bivi marr gai,
wo khusray se kehnay laga k alaan kerdo.
khusra mike k aghay ja kar kehnay laga
"haijjmalo pao luddi.
molvi di marr
gai Ae buddi":-)