sardar ka RADIO kharab ho gaya, usne khol k dekha to andar ek mara huwa CHUHA mila. Yeh deekh kar sardar gussy se bola!
Chalega kese? Sala singer hi mar gaya..!
Ladki Boli : Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi. Ladka Bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga, Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......