Benazir Aye Gi...!

Benazir Aye Gi...!
Benazir Aye Gi...!

Nangay Ko Kapre Dilae Gi..!

Bhokay ko Khana Khilae Gi..!

Bay Ghar Ko Makan Dilae Gi..!

Phir Gareeb Ki Ankh Khul Jaye Gi..!

Kyun K Subah Jo Ho jaye Gi.. :->
  

May, 20 2010     193 chars (2 sms)     3400 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,



Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
1 ShEiKh K GhAr PaThAn GaYa

ShEiKh: PaThAn sE BhAi

TaKlEf Na KaRe BaTyE

ChAi ChAlI Gi Ya ThAnDa ?

PaThAn: Is MaI TaKlEf Ki

KiA BaT HaI, ChAi BuNnE

TaK ThAnDa Hi SaHe . . . . :-P;->


Pathan Apne biwi k Saath Ja Raha Tha:


1 Larkay Ne Aankh Maari.


Pathan: Tujhe Sharam Nahi Aati Mujhe Aankh Martay Ho.

Larka: Maine Tujhe Nahi, Teri Biwi Ko Maari Hai.

Pathan: Sorry Yaar! Maine Tujhe Ghalat Samjha. :-)
College is for knowledge
knowledge is for life.
life is for wife and wife is a knife which cut ur life so never choose ur wife in college life,,;->
A Couple Is Sitting And Talking

Wife : I Am Going To Make You The Happiest Man In The World. . .

Husband : I Will Miss You . . . ;->
a sardar to another:name 5 animals living in water.
sardar:1 frog.
2nd sardar:theek hai hor dus,
sardar:frog da praah,pheen,piyo,te maa
''Tumhari Kanjoosi Dil Ko Bah
Gai,

Mujhey Bhi Apne Balansce Ki Qader
Aa Gai

Sochaab Tum Ko Message Na Karon,

Magar

Ye Kambakht Dosti Teri Yaad aa Gai,''
1 Murghi ne apne malik ko khush karne k lea sawa kilo ka 1 anda dia

malik bohat khush hua aur murghi ko shabash di

murghi ko shabash to mil gae magar
Pichware ka dard sari umar na gea

Moral:
ziada efficiency dikhane se apni he watt lagti hai malik ke nahi
Aatif Aslam ek concert mei jaate hai. He is gheraod by all his female fans and in the process he looses his gold chain.... toh bataao Aatif ki chain kisne churayee ?
.
.
.

ok chor ka naam thaa I.K. Ehsaas


poocho kaise ??

Aatif khud hee aaj kal keh rahaa hai " CHAIN CHEENA ISHQ KE EHSAAS NE"
(Race film ka superhit gaana)
Plz open this after 4days at thursday.
.
.
.
.
.

I know u can''t wait.
So Congratz.
U r a 1st FOOL of 2010.
April Fool in Advance
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
CID Officer: Why criminals leave their fingerprint aftr crime?

Sardar: Sir,I Think, they r uneducated,
if they were educated, they would leave
their signature.