Pappu: Bapu idhar aa...

Pappu: Bapu idhar aa...
Pappu: Bapu idhar aa...
Jeeto: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja
  

May, 24 2010     124 chars (1 sms)     1998 views       Funny

more Funny SMS Messages

India men Umer Shrif ko kisi ny Ungli kr di

umer sharif Murr k bola

Beta Utna hi nikalna Jitna kha sako...=P;->


SACH KA SAMNA Me Mat Jana.
10 LacS Jitne Par B Kuch Nahi Bachega.
30% TAX Me Jayega
or
Baki K 70%











DIVORCE Ka Vakeel le Jayega..
Jab Tak Zinda Raha.

Msg Karta Rahonga.

Jab Msg Na Bhejon, To Ye Mat Samajhna K Marr Gaya.

Balke.

Samajh Lena,
K
Bhai Par Bachiyon Ka Load Ziyada Hogaya Hai. :-)
Ppl say opposite attracts...
So I sincerely ''HOPE''
you meet somebody
who is attractive,
honest,
intelligent,
and
cultured










Not Like U Jahil :P
4 Dino ke Chutyian O Raba
Lambi Perhai Lambi Perhai
Perhne Me Dil Mera Lage Kabhi Na
Perhne Se Jan Meri Jai Hmesha
Ktne Zmane Bad O Raba
Chutya Ye Ai Chutya Ai
Shahid Afridi in interview

Aap ki umer kitni hai?

24 years.

Lekin 5 saal pehle bhi aap ne yahi kaha tha,

Afridi: Mein 10 saal baad bhi yahi kahoon ga,

Kiu ke

"Pathan apni zuban se kabhie nahi mukrta"
1st Boy: Yaar Larki ko
I Love u kehny ki sub se achi jaga kon si hy?

2nd Boy: Mazaar

1st Boy: kyun ?

2nd Boy: kyun k wahan Larkion ne chappal nhi pehni hoti.

Wife ( Kitchen Se ): Aji Suntay Ho,
Mai Aaj Kal Bohat Khubsorat ho Rahi Hon.


Husband: Tumhain Kese Pata?


Wife: Aaj kal Meri Khubsorti Dekh Kar Rotiyan Bhi Jal Rahi Hain. :-)
Lrka apni Girl Friend se:
Meri Bachi
Meri shonu
Meri Gurya
Mujh Se Shadi Kro Gi?
Bolo Baby

Girl:
Mujhe Perpose Kr raha hai Ya Godh le raha hai...
Mujh Me Aur Aap Me Smart Koun Hai??
Guess?...






Maine Guess Karne Ko Kaha....

Press Karne Ko Nahi.
Bolaa dukaan-daar, ke kya chahiye tumhain. Jo bhi kahoge meri dukaan per wo paoge. Maine kahaa ke kutte ke khane ka cake hai, bola yahin pe khaoge ya leke jaoge

hello this is our at


hello this is our ATD ( Any Time Disturbance ) service we are the experts in disturbin n irritating ppl at busy hrs. Our goal has been achieved. Thx !