Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri.