A woman had triplets

A woman had triplets
A woman had triplets, she named them Mat, Pat & Tat. She fed Mat from left tit, Pat from her right tit...
Moral of the story: No Tit for Tat
  

May, 22 2010     142 chars (1 sms)     3197 views       Funny

more Funny SMS Messages



Yunhi mazaq mazaq main hm ganjey ho gae faraz!


Najaney kon hamarey
shampoo main veet daal gaya...= p ;->
42723958281956

Card ka number hai load kar k Miss Call De Do ...






Main ne bhi kar lia hai... ;->
tumko dekha to ek khyal aaya..
tumko dekha to ek khyal aaya…
tumahri saheli ko dekha to dusra khyal aaya ….!

hahahahahaahah……..
1 Dehati Red Dhoti or white
banyan main jaa raha tha:

kuch larkiyon ne daikha tu kaha:

oh "Red&White"


Dehati ne dhoti uthai or
Bola:





:King Size Filter"
Pagal Khanay Ka Incharge:

Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.

Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.


Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.


Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye. :-)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
Hum Aaye

Humne Khola

Humne Nikala

Humne Dala

Hamara Kaam Ho Gaya

OR Aap Nikaal kar kharay hi rahe

Kyun k aapko Daalna nahi ata Tha...

A.T.M CARD
Signs of a suicide bomber given by Police

1) they Look healthy due to packings inside

2)wearing new unwashed clothes

3) new haircut n face shave

4) they do not speak or engage in talk

5) Recite something in their mouth

Keep an eye on your surroundings and when you see someone like mentiond above

Tey tusi v kalma par lena tawada v time agya g .... =P ;)
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''
"Ek LARKI Ki DUA"

Qasam Se Har Ek Larka Bhula DonGi,

Sab hi Ki Tasverain Jala DonGi,

Ek Tum hi Raho Gy Iss Dil Me !

Balance Dalwa Do Bhout Dua DonGi
Zindagi Me Kamiyaab Honay K Do Asool :


1. Kabhi Kisi Ko Puri Baat Na Batao...

2. ....

(Dosra Mujey B Nahi Pata.

Mujey B Itna Hi Aya Tha.

Utna Forward Kr Dia)

Tip Of The Day:

Kisi Ki Shakal Dekh Kar Uska Mazaaq Mat Urrao.


Ho Sakta Hai K Usne Tum Se Ziyada...

.
.
.
.

Bachiyan Phansai Hon. :-)