If I was an artist,

If I was an artist,
If I was an artist,
you would be my picture!
If I was a poet,
you would be my inspiration!
If I was an author you would be my story!

But I''m only a cartoonist!
  

May, 21 2010     167 chars (2 sms)     3533 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Pakistan m 1 serway
howa
k
kinti Grils

" @bi " say Dosti kerna Chahti hain,



y

Result:
srif 7% ne kaha-YES

Aur


93% ne kaha kamari aesi Qismat kahan''


Nargis taxi driver se: Daata darbaar chalo gay?

Driver: jee haan

Nargis: kya lo gay?

Driver: paisay


Tumhara Naam Phool Rakhon To Bikhar Jaogay.

Tumhara Naam DIL Rakhon To Toot Jaogay.

Lo Rakh Diya Tumhara Naam KESC.

Jab Chhor Kar Jaogay, 1 Ghantay Baad Wapas Aajaogay. :-)
''Aaj Phir Ek Pathan Pit Gaya:

Pathan Shia Ki Majlis Mai Gaya,

Aur Wahan Dekha Sab Seenay Pe Haath Maar Rahy Hain.

Pathan Samajh Gaya Aur Zor Zor Se Haath Maar Kar Cheekha.

AAL IZ WELL.

AAL IZ WELL. :-)
Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:

Sindhi se:

Q: Taleem
A: B.A

Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.


Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.


Pathan se:

Q: Naam?
A: B.A

Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain
Question:Tum Mein Aur Pepsi Mein Kaya Similarity Hai?



Ans:Both R Cool,
Sweet,
Sub Pasand Karte Hai Aur Most Imp Similarity...

Dimag Wali Jagah ''DHAKKAN'' Hai
K B C
Amitab:In which state Ganga flows?
Sardar:Liquid state
Audience clapped.
Amitab stunned and looked behind and found all people sitting
were Sardar"s
Marriage s like
going to Resturant
U order Ur choice
from d menu & then
look at d neighbouring table & wish
KASH YE ORDER KIA HOTA
New Song

"EK MUSHARAF KO DEKHA TOU AISA LAGA"
Jesey Khana Kharab
Jesey Total Azaab
Jesey Aadi Faqeer
Jesey Murda Zameer
Jesey Naasoor Ho Koi Sarrta Hua

Ek MUSHARAF KO DEKHA TOU Aisa Laga,
Jesey Bijli Ki Taar
Jesey Kanjar Ki Dhaar
Jesey Dozakh Ki Aag
Jesey Zehrila Naag
Jesey Garmi Ki Dhoop
Jesey Shetan Ka Roop . . .;->

hello this is our at


hello this is our ATD ( Any Time Disturbance ) service we are the experts in disturbin n irritating ppl at busy hrs. Our goal has been achieved. Thx !


Sardar:Begum aaj chicken
bohut maze ki bani hai kia
koi khaas masala lagaya hai ?

Sardarni:Nahi bus zara murghi jal gai
thi wo main ne BURNOL laga di thi.
Angraiz:
Hum Pehle Shakhs Hain Jo Chand Pe Sab Se Pehle Gaye..

Pathan:
Hum Wo Pehla Shakhs Hai Jo Suraj Pe Sab Se Pehle Gaya!

Angraiz:
Tum Agar Suraj Pe Jate To Jal Jate..

Pathan:
Hum Koi Pagal Hai, Hum To Raat Main Gaya Tha!