Train mai aik husband apni wife say:

Train mai aik husband apni wife say:
Train mai aik husband apni wife say:
tujh say shadi ker k pachta raha hun
dil kerta hai tujhey kuttay k agay dal dun

samnay wala passenger:wao wao wao wao
  

May, 18 2010     159 chars (1 sms)     3517 views       Funny

more Funny SMS Messages



Baray-e-Meherbani

Is Saal Qurbani
Ki Khaalai''n
Khi Stock Exchange (KSE)
k Fund Main Jama
Kara Ker
Sawab-e-Darain Hasil
Kare''n

Frm
KSE 100 Index
Khaal Committee ;->


Plz sirf 1 bar kehdo

sirf ek bar..

December ki wo yaden mujhe lota do,

wo bhegi bhegi ratain,

wo haseen lamhaat,

jub tum mere bilkul qareb aaker,
ankhon me ankhain dalkar,

jub tum ne..

kaha!

Aande lee loo, garam aande
Rabba Dukh Na Dena Mere Dost ko...

Mujhe Chahe Sukh Ka Pahar Dede...

Ghoome Nayi Cycle Pe Dost Mera...

Mujhe Bhale Hi Purani Si Mecedes Car Dede... ;->


Sardar ko truck ne takkar mar di

Dost: Yar jo hona tha hogaya
per tu itna dara huwa Q hai?

Sardar: Yar kion k us truck k pichay likha tha
“Phir Milenge”


Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,

Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Ha
Mere Mobile Ko Sukoon Mil Gaya,

Empty Inbox Mein Sms Ka Phool Khil Gaya.

Aap Ka Sms Tha Ya Kele Ka Chilka

Jise Padhte Hi Mera Dil Fissal Gaya
Shaadi Me Dulhe K Saath Barati Q Jate Hain ?
.
.
.
.
Q Ki Log Kehte He Ke Kisi Ke Sukh

Me Jao Na Jao Par

Dukh Me Zarur Jaana Chaahiye
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,



Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
1 Aurat Ne Bare Fakhar Se Kaha
Kuda Ka Shukar Ha k Is Ne Mujhe
Mard Nahe Banya Agr Mard Hoti
Tou Phr Mujhe kisi
Aurat Se Shadi Krni Parti.>
tanha dekh k mjhse faraz ne kaha.. apka doston ne apko bhula dya hoga... mene muskra k jawab diya.... wo beawafa nai tharki hain kisi larki ka number hath agaya hoga........
parho ge., likho ge.,
ho ge Kharab...



Chori karo ge., Daka dalo ge.,
Bano ge Nawab...

(ASIF ALI ZARDARI)~~^~~
Lawyer to sardar:geeta pe hath rakho
Sardar:Kamal hai, Seeta pe hath rakha
to baat court tak pohanch gaye,
ab bol raha he geeta pe hath rakho:p