1 memon apni bv ka sadqa utarta hy 10rs ka
Or us me 90rs dal kr card load krta hy
bv pochti hy ye kya kya
memon
Sadqa gharib govt ko gya balance mere pas
1 cheetay ki beti ko kisi ne SMS kia I LOVE YOU Cheeta ghuse ma beti se kehta hy: jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
Girl: Kon Ho Tum?
Boy:Hasrat Tumhari
Girl: Takte Ho Kya?
Boy: Soorat Tumhari
Girl:Karte Ho Kya?
Boy: Pooja Tumhari
Girl: Kafir Ho Kya?
Boy: Aisa He Sahi
Girl: Chahte Ho Kya?
Boy: Muhabbat Tumhari
Girl: Pachhtaogay..
Boy: Kismat Hamari
Girl: Married Hoon Main
Boy:...
.
.
.
.
Pehle Kion Nai Bataya Manhoos Maari?