BaChA:

BaChA:
BaChA: YeH TeRa PaKiStAn hAi yA mErA PaKisTaN hAi?
PAPA: bEtA nA yEh TeRa PaKiStAn hAi Na yEh MeRa PakiStAn hAi, yE uS kA PakiStAn hAi jO SaDDaR-E-pAkiStAn hAi
  

May, 17 2010     161 chars (2 sms)     3216 views       Funny

more Funny SMS Messages

Sardar Apne Ghar Ka
Darwaza Kandhe Pe Utha
Kr Ja Raha Tha ..

Kisi Ne Poocha
Sardar g Kithy Ja Rhy Ho ???

Sardar g Ne Kaha:
Tala Khulwane ... ;->
Benazir Aye Gi...!

Nangay Ko Kapre Dilae Gi..!

Bhokay ko Khana Khilae Gi..!

Bay Ghar Ko Makan Dilae Gi..!

Phir Gareeb Ki Ankh Khul Jaye Gi..!

Kyun K Subah Jo Ho jaye Gi.. :->
Ek Khan Sahb Sey Koi Puchta Hey K "Time Kya Horaha Hey" ???

Khan: Baj Kr 10 mint
Fir Puchta He Boltey Hen
Khan: Baj Kr 15 mint
Fir Puchta He Boltey Hen
Khan: Baj Kr 20 mint

Thak Har K Banda Bolta Hey K Kya Baj Kr ???
Khan: Kaisey Bta0n Merey Ghari Mein Ghantey Ki S0en Hey Nhi Hey ;->;-)
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.
''Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"''
Modern Dictionary:

*Muhbt:Jske Dam Se Restaurants Abad Hain.

*Talib-E-Ilm:Mustqbl Ka Be Rozgar Tabqa.

*Parda:Jse Khawaten Khirki Pe Dalti Hain.

*Kitab:Wqt Zaya Krne Ka Zaria.

*Dil:Bgher Operation K B Ksi Ko Dye Jaskte Hain.

*College: Tafre Gah,

*University: Lover Se Milne Ki Jagah... =P ;->
"Baby Baby , Yes Mama"
In Punjabi Version ...

"Kakay Kakay
Haan Beybey
Phak Laii Cheeni
Na Beybey
Jhoota Marda
na Beybey
Lawaan Jutti
Na Beybey
Khol Bootha ...

HaHaHa ...
''Any woman that thinks the way to a mans heart is through his stomach is aiming just a little too high.''

True Luv Story

A Mosquito & Hen Fell In Love
Wid Each Other
1 Day They Kissed Each Other

Hen Died Of Maleria
&
Mosquito Died Of Bird Flu


Moral :
Mohabbatan Sachaia’n . . . ;->
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of
this bird by seeing it’s legs only?
Sardar:I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name
u r a donkey,
d 4 decent,
o 4 outclass,
n 4 nice,
k 4 kind,
e 4 excelent,
y 4 young,
Professional Lover''s:

Hajjaam:
Chehry Pe Mery Zulf Ko Bikhrao Kisi Din

Doctor:
Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hy?

Sunyara:
Kash Main Tery Haseen Hath Ka Kangan Hota

Wakeel:
Wo Qadam Qadam Pe Jeety, Main Qadam Pe Haara

Choki Daar:
Tooti Hy Meri Nend Magar Tumko Is Sy Kya?

Maali:
Suna Hy Boly To Baton Sy Phool Jharty Hain

Police:
Main Qatal Hova Kesy Mery Yar Sy Pocho

Driver:
Barra Kathan Hy Raasta Jo Aa Sako To Sath Do :-)