Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!
Ye ladki bhi ek ajeeb paheli hai,
kabhi teri to kabhi ye meri saheli hai,
paise kharcho to kahti hai darling i love you,
nahi to sorry brother who are you.