Aik Ganda Msg Sunaon?

Aik Ganda Msg Sunaon?
Aik Ganda Msg Sunaon?
Aik Larka Hota Hy,
.
.
.
.
.
.
.
.

Wo Keecharr Myn Gir Jata Hy
.
.
.
.
.
Ganddaaa;-)
  

May, 18 2010     125 chars (1 sms)     4442 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''


Makan Malik-Mai tumko kiraya dene
k liye aur 3 din ki mohlat deta hu

Std-Theek hai ji,

Main
Diwali
Holi
Or
Chrismas

ke 3 din select karta Hun
Nargis ne ek school mai urdu teaching start ki aur 1st day hi us ko nikal diya
Nargis to students: parho
Alif, bay, pay, tay
way gujra way way gujra way.
When a man talks dirty
to a woman, it''s sexual
harassment.when a woman talks dirty to a woman talks dirty to a man,
it''s$3.95per minute.
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney,
Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney,

Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main,
Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Ek haseena par nigahain tehri thi,
uski aankhein jheel se bhi gahri thi,
thak gaya mei apne pyar ka ijhar karte-karte,
tab pata chala yaar wo to behri thi..
Sardar joined new job. 1st day he worked till late evening on the computer.
Boss was happy and asked “what you did till evening?”
Sardar :”Keyboard alphabets were not in order, so I made it alright”
2 Dost Suicide karne gae, Pahala : "Hey Khuda muje dunia ki saari
nafrat de Pareshani de Duk de!" Dusra dost : "Abe tu maut maang raha
hai ki Reliance mai Job.
Wife: Kya kar rahe ho?
Man: Makkhiya maar rha hu.
Wife: Kitni mari?
Man: 3 male aur 2 female.
Wife: Kaise malum?
Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se...
''Jo asani se mila wo hai (Gham)

Jo mushkil se mila wo hai (Acha dost)

Jo kisi kisi ko mila wo hai (Pyar)

Jo naseeb walon ko mila wo hai apn ka sms.''
Dil Chahta Hy K Is Dunya Main Jo Sab Se Khubsurat Hai Usay Jaan Se Maar Doon

Par

Kya

Karun

Khud Kushi Karna B To Haraam Hai.
Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba