''Phulo me gulab acha lagta he..
Neend me khwab accha lagta he..
Aap bhale he hame sms nahi bhejo,
Hume to aapki kanjusi ka ye aandaz accha lagta he!''
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey