Mein tum sey pyar karta hoon! mein tumharey baghair zinda naheen reh sakta, agar tum mujhe na millee to mein khudkushi kar loon gha, chahey kuch b ho jaye mein tum sey hee mohabat karta rahoon gha.
Shabash seekh liya.......ab rozana 10-15 sey yehi bol diya karna
Ek Janaza Ja Raha Tha
Bht Log Saath Ja Rahe Thay
1 Sindhi b Janaze k Saath
Mil Gaya
Kisi Ne Kaha
"Kalma-e-Shahadat"
Sindhi Zor Se Bola
"G.A Bhutto" ... ;->